Percentage allocation management module ko money management ya PAMM Account ki kaha jata hay Jo Kay aik tarah ki forex trading main pool money hay.Investor apni money ko allocate krtay Hain aik desired proportion main aur is Kay liay qualified traders ya money manager ki zarorat hoti hay.Ye traders managers multiple forex trading trading accounts ko manage kr saktay Hain jis main capital ya pooled money ko use kia jata hay aur is se profits increase hotay Hain.
The Participants in the PAMM Account Setup
Forex Broker
Traders or Money Manager
Investors
Investors ka basic objective profits generate krna hota hay lakin unkay pas is Kay liay time nai hota ya forex trading ka zayada knowledge nai hota.Aisay main Experts market main enter hotay Hain Jin Kay pas expertise main aur wo dosray logo ki money aur accounts ko manage krtay Hain.
Forex Trading firms ne Marcus or Mathew ko money managers Kay toor per use krtay Hain.Is Tarah ki technology ko regulated brokerage firm Kay sath kia jata hay.Isliay PAMM account safe hay aur is per trust kia ja sakta hay aur ye method profit earn krne ka asan tarika hay jis main experts aur dosray investors ki help li jati hay.
Difference between PAMM and Copy Trader
Copy trader main investor copy trader ko har transaction copy krne ki permission deta hay Jo Kay dosray trader Kay personal account se copied hota hay.PAMM forex trading ki aik aisi type hay Jo Kay combine money ka istamal krta hay Jahan per investors apni Marzi Kay managers ko choose kr saktay hain.
Copy trading main loss ka risk bohat zayada hota hay jis main capital loss ka dar tab bi hota hay jab ap experienced copy traders ya investors ko follow kr rae Hoon.
PAMM Account simple hassle free method hay jis main individuals forex trading Kay liay apni Marzi Kay managers ko choose kr saktay hain.Jis se investors bohat Kam involvement Kay sath maximum profit gain kr saktay Hain.Lakin iskay sath sath PAMM Account main bi capital loss ka dar hota hay Jo Kay mukamal toor per manager performance per depend krta hay.