Wolf Wave Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wolf Wave Candlestick Pattern
    Wolf Wave Candlestick Pattern

    Wolf Pattern five waves se milkar banta ha. Jis man seller aur buyer ki fight ki waja se market stability ki taraf move kerti han wolf Pattern sab time frames main behtarin work karta ha wolf Pattern main do cheezon ka trader ko batata ha wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta hai aur kab market price in heading or peak per hongi ye b batata ha is mein 3 key points hain jo k mein aap k sath discuss kar raha hun wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha wolf pattern ki confirmation k liye hame dekhna chahiye k sari wave same hon per sirf third and fourth distinct hon wolf pattern ki confirmation ye ha k pattern ki 5th wave ki priceline ko breakout karna hai.
    • Her cycle ka same time man banna zarori ha.
    • 3rd aur 4th wave ka channel ko follow karna bohat zaroori ha aur ye channel 1st aur 2nd wave bannati han.
    • 3 aur 4 wave ka 1 and 2 k sath symmetrical hona bohat zaroori hai




    Wolfe wave theory ik bhut he informative theory hai is k istemal Kar k ham trading mn success Hasil kar sakte hain ,aur ismn ham Apna knowledge or experience increased ka skte hain. Hm dkhte hain ki forex market Jb Bhi movement Krti Hai To yh Kisi Na Kisi trend mn movement kr rhi Hoti Hai. yah market ka downtrend bhi ho skta hai aur Market ka uptrend bhi ho sakta hai. Market mn Jb Bhi Yai perform ki jaati hai aap Kisi support yah resistance per hi bante Hue Dekhainge is mn bhut Sary patterns bante hain jinko aap follow kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	67.2 کلوبائٹ
ID:	12600723

    Purpose of Wolf Wave Candlestick Pattern

    Wolfe candlesticks pattern har kisam kay timeframes main banta rehta hay lekin uski effectivity higher time frames main bahut jyada samjhi jati hay jab keh ye up and down trend donon main mufeed tasawar kia jata hay. Laikin baqi candlesticks pattern ki tarah iski effectivity and confirmation kay liye humein sirf akely candlesticks pattern say he madad nahi milti bokeh iskay sath hamain fundamental analysis bhi karny party hain ta keh ham apni trade say behtar tor per trend ki reversal main order place karte huye achi earning kar sakain jab keh loss say bhi bachne ke sath sath ham apna account bhi secure rakh sakain. Wolfe pattern aik candlesticks ka mere kab hay jis main up ya down side main 5 waves hoti hain. Jo hamain zigzag movement kay baad aik trend kya batati hai. Yani in main say teen waves aik side pe hoti hain jab keh do aik side pe, is tarah six musalsal reversal waves main hamain ye umeed hoti hay keh ab ye wave again same last waves ki tarah long jaye gi, jis kay starting main he ham ager achi planning and analysis kay sath kisi indicator ka use kar kay timely trading order place kar lain to hamein bahut achi earning ho sakti hai.

    Wolfe wave pattern waves pay depended hota hai aur Market mein jitni bhi waves banti hai hai unse yah pattern complete hota hai aur hamen is patron ki maloomat 1 post mein Nahin mil sakti hai isliye hamen iske bare mein acche tarike se learning Karni hogi jab hamari acchi learning hogi to tab hi ham is pattern ko samajh sakenge aur tab hi jaaye hamare liye faidemand ho sake ga is pattern ko samajhna kafi mushkil hai aur agar ham is patron ko samajh Lete Hain to fir ji hamare liye bahut hi faydemand hota hai kyunki is baton se ham market mn bhut achi trading kar sakte hain aur Market mein ham bahut hi achcha munafa Kama sakte hain isliye is patron ko jarur istemal karna chahie aur isase faida uthane ki koshish Karni chahiye.

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12600722

اب آن لائن

Working...
X