ap logo ne max kitna kamaya hai ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Beginning mai to maine kuch nahi kamaya tha par ab mai almost monthly 15000 tak earn karleta ho easily mai lalach nahi karta bus mera daily ka target yeh hota hai ke muje kam se kam daily is market se 5 ya 6 dollar earn karne hai aur woh ho jate hai easily earn.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ji bhi g may nay abhi tk is may kuch bhi nhi kamaya hay is ay abi knowledge hasal kar raha ho or jub mara knowledge is may acha ho jay ga teb may forex trading start kro ga or is may achi eaerning karo ga or is may profitable insan bano ga insahllah
      • #93 Collapse

        g bro main abi as ma new ho or abi ma na kuch nahi kamaya mary na mojy abi demo account bana kay dia ha abi ma seekh rha ho or mary dost to har mounth ka 150$ say bi zayda kama laty ha or inshala ak din ma bi ak acha tradar ban jau ga
        • #94 Collapse

          main forex busienss bilkul new ho is lyea main abhi tak forex busienss main earn nahi ki hai . main abhi tak forec main learn kar rahahu is lyea main abi tak trade na hi ki hai lakin bohut jaldi forex main trade karenga or profit bhi kreanaga.
          • #95 Collapse

            ma ne to kabhe bhe eraning ka hesab nahe lagaya hai keo ka ma har month 2oo usd eazly eran kar leta ho aur mujhe 3 years ho gaye hai forex par ma rozana aik plan ka hesab se trade karta ho aur apna traget achive karta ho jab ho jay e tab trade rok deta ho.
            • #96 Collapse

              Bro mai b forex mai abi new hun mjy forex ko join kiya 2 months huway hain mai Demo account par kam karta hun.Aur mjy us mai kafi profit hota hai mai rozan kay 25$ say 30$ earn kar raha hun mera khayal hai kay mai ab real account open kar lun.
              • #97 Collapse

                forex main new hn main itna nhi earn kiya per 20 doller earn keay hn per achi chez ha forex or earn kerny ki umeed ha or working ker raha hn is per
                • #98 Collapse

                  je my friend mein nay tu forex mein new hoon aur demo account par kaam kar raha hoon abhe mein learning kar raha hoon aur forex kay baray mein aik acha knowledge hasel karnay ke koshash kar raha hoon
                  • #99 Collapse

                    main to forex main one year say bhi zyaada time say hum.start kay 6 month to main nay demo main kaam kia or practice ki hai or us kay baad ab kush months say real trading kar rha hun or 500$ say zyada ka withdraw lay chuka hun.
                    • #100 Collapse

                      bhai jan m tu abi sekk raha ho or mahnaat b kar raha ho q k mahnaat kar k he 1 acha account banayo ga or phir os par trading kar k acha profit earn karo ga inshalla or mary jo senior he wo tu 1 month m 3000$ earn karty he
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: noushad110 پيغام ديکھيے
                        sahi sahi batana sab friends k ap logo ne forex se kitne paise kamae hain maximum???


                        please sach or sahi sahi batana..
                        dear brother yeh ko thread hi nahi hai k ap may ap ko is ka answer day do ap logo ko jub kuch ata nahi hai tu ap esay thread open kar detay ho is say acha hota ka ap kisi thread ka answer day detay but esay fazool ka thread open na kartay brother forex trading may agar success hona hai brother tu please esay fazool k thread personal attack mat kiya karo buss agar kuch ata hai tu shear kiya karo our kuch nahi
                         
                        • #102 Collapse

                          Meny for you to abi tak for you to nahi kamaya abi mastering point par hoo ; Jald hello there us acha speculator exclude jau ga ye sb exprince aur mehat par miniscule elderly for you to 100 bucks se 30 se 40 hazar kama rahy hain once a week getting hurahi hain .
                          • #103 Collapse

                            ma ny is ma 100$ tak kamay han is ma earning to bohat ha mery ost is ma aik week k 1000$ tak kama rahy han or baz log to daily k 1000$ kama rahy han ya to ap k capital or experience py ha janab
                             
                            • #104 Collapse

                              main forex busienss amin abhi tak new ho or forex busienss or assi tarha larn kar raha hu . islya main abhi tak forex amin profit na hi ki hai lakin bohut hi jaldi amin fore busienss se assi income karunga ku ki main demo main 5 month kam kya ahi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mera tou abhi first month hai magar main ne demo trading ki hai us main main ne 10$ banaya hai apnay 5000$ k trading account main aur main us trading account se profit earn kar k bohat zaida khush hu.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X