Harmonic Price Chart Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Price Chart Patterns
    Harmonic Price Chart Patterns

    Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .

    Forex trading ki market ke andar bahut jyada candlestick pattern hote hain chart pattern hote hain Agar Ham in pattern ko follow Karte Hain To is market ke andar Ham bahut hi acchi acchi trade Laga Sakte aur bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain is market ke andar Agar Ham scalping profit Hasil karna chahte hain To Hamen ismein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Hamen choty time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar Hamen trend ke against kabhi bhi trade Nahin Lagana chahie aur is market ke andar Hamen pattern ko follow karte hue trade Lagana chahie Hamen kabhi bhi is market mein agar acchi entry na mil rahi ho To Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Jab acchi entry Mile Ham ose Waqt hi trade leni chahie . Aur Agar yah chart pattern ya harmonic price chart pattern Chhote time frame ke andar ban raha ho to market isko Jarur follow Karti Hai To Ham ismein Kuchh pip profit Lekar nikal sakte hain .

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12598626

    Issue with harmonics

    Jb harmonic reversal points ko isolate karny k lae use hoty hain to trader ko waha ye problem hoti hai k trader reversal area ko hasil kar leta hai or pattern fail ho jata hai. Jb asa hota hai to trader khud ko asi position ma pata hai jb trend usk against he chalta jata hai or end ma uska account he khatam ho jata hai.

    Harmonic patterc combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har kisam k structure ma available hoti hai. Ye structure repeat hota hai kiy k ye man made structure hota hai. So es ratio ko financial market ma b repeatedly dekha ja sakta hai. Trader fabonacci ratio in patterns par use karta hai or es sy future movement ko predict karta hai.


    Key points

    1. Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.

    2. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.

    3. Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.

    4. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gae hain.


    Click image for larger version

Name:	bullish-gartley-trading-harmonic-patterns-vector-29269409.jpg
Views:	1
Size:	89.4 کلوبائٹ
ID:	12598625

اب آن لائن

Working...
X