Discussion on choking price situation in forex market and trade tactics used in it
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on choking price situation in forex market and trade tactics used in it
    Forex trading main choking price say murad woh price hoti hay jo market kay bottom par fall kar chuki hoti ha, is say mazeed down kisi pair ya commodity kay janay ki possibility nahi hoti, market ki lowest price ko choking price kehtay hain, kafi saray trader is chance kiki talash main hotay hain jab market fall karti hay to trader is say advantage hasil karnay kay liay ready ho jatay hain,

    Trade in choking price situation:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230317_0633_46_9600.jpg
Views:	1
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12598484

    choking price market ki last support hoti hay aur is say below market dead ho jati hay, jab market main prices rise ho jati hai to is tarah ki situation main aap apni trade ko close kar kay acha profit hasil kar saktay hain is liay apko carefully different market situations ko understand karna chaiay aur market main best opportunities kay liay har time per active rehana chaiay, trader ko is chance say acha faida uthana chaiay aur buy ki trade ko open kar k profit hasil kar lena chaiay, jo trader is time ka intezar kartay hain woh to acha profit hasil karnay main zarur kamyab ho jatay hain,

    Effects of choking price on traders:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230317_0633_47_2161.jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12598485

    Choking price ko large time frames main daikhtay huay long term trades kay liay use kar saktay hain, kiun kay yeh price least price value hoti hai jis say aap market main long term bullish trend expect kar saktay hain, is tarha market main long bullish moment say aap boht ziada profits gain kar saktay hain aur aap market ko long trade kay liay use kar saktay hain, market main choking price situation ko daikhtay hi agar aap trade main entry kartay hain to aap ko market main trade open karnay kay liye small lots select karni chaian kiun kay yeh lots aap kay account capital ko safe rkhty huey losses ko compensate kar saktay hain,

    Conclusion:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230317_0633_47_3282.jpg
Views:	1
Size:	12.5 کلوبائٹ
ID:	12598486

    Forex trading main trader ko achy entry point ka wait karna chaiay, jab acha entry point milay to trader ko is main already enter ho jana chaiay, Kuch trader market ma fazool trades ko open kar lety hain or jb trader ko acha point milta hai to trader k pass trade open karnay kay lae free margin baki ni bachta, jab trader ko pata chal jae kay ye market ki last support par ponch chuki hai to trader ko chaiay kay woh es time par market ma long buy ki trade open kar ley.

اب آن لائن

Working...
X