Spike candlestick pattern in forex:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spike candlestick pattern in forex:
    SPIKE CANDLESTICK PATTERN IN FOREX:

    INTRODUCTION:

    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS! Dear friend ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam behtr treeke se kar rahe honge market mein kam karne ke liye hard work karna hota hai aur apni learning Karni hoti hai aaj main aapko is market Mein spike candlestick patterns ke bare mein detail se bataunga agar aap is ko learn kar lete hain aur is market Mein acchi tarike se kam kar dete Hain To aapko is market Mein kamyabi mil Jaati Hai Hamen is market Mein Kamyab hone ke liye apni learning complete Karni Hoti Hai Uske bad Ham is market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain Ham is market Mein kamyab hone ke liye hard work karna Hota Hai.










    SPIKE CANDLE?
    Spike candlestick refers to an erratic rise in price, usually caused by new information coming into the market. The price breaks the previous trend to shoot high during the day but closes near the previous range.Spike pattern aik candle ki achanak bohut tez harkat me banne wala aik pattern hai, jo k market k top ya bottom position pe banta hai. Ye pattern shape me " V Pattern" jaisa hi hota hai, q k is pattern mein bhi qeematen achanak up-down movement karti hai. Spike pattern me candle akhari candle ki wick bohut ziada bari hoti hai, jahan se qeematen reject ho kar trend badal deti hai.Spike pattern aik candle ki achanak bohut tez harkat me banne wala aik pattern hai, jo k market k top ya bottom position pe banta hai. Ye pattern shape me " V Pattern" jaisa hi hota hai, q k is pattern me bhi qeematen achanak up-down movement karti hai. Spike pattern me candle akhari candle ki wick bohut ziada bari hoti hai, jahan se qeematen reject ho kar trend badal deti hai. Spike pattern me qeematen market k bottom me bearish trend k akher me aik bari wick wali bearish candle banate hen, jahan se qeematen wapis ho kar bullish trend pe move karna shoro kar deti hai.Bullish spike pattern hamesha bullish trenda k akher me aik bari wick wali bullish candle pe banta hai. Long wick bullish candle k baad qeematen bearish trend pe move karna shoro kar deti hai.







    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	3
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12598430




    INTERPRETATION OF SPIKE PATTERN:


    Spike pattern aksar achanak news ki waja se banta hai, is waja se humen market me ronuma hone wale news se lazmi bakhabar rehna chaheye. Dosri spike pattern pe trading bara faida mand sabit hota hai, agar hum is ko bar-waqat samajh pate hen to. Spike pattern k bari wick candle k baad market me entry karen aur candle k top pe stop loss put karen. agr common technical analysis ke baat ke jaye tou spike pattern ko reversal pattern sy reffer kiya jata hai. Yeh pattern tab form hota hy jb market ka emerging time end hota hai. Es liye es ke movement slow or down ho jati hai.Yes dear forex market Mein Jab Jyada bolegality Hoti Hai To Ham is market Mein acchi tarike se trade Laga sakte hain Koi Jab market mein jyada Bole telati Hoti Hai To Uske bad Ham ise market Mein trade open kar sakte Hamen is market Mein trade Lagane ke liye Aise Tamam patterns ke bare mein information honi chahie.

    THANKS.......

اب آن لائن

Working...
X