What Factors Affect the Price of Gold?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Factors Affect the Price of Gold?
    What Factors Affect the Price of Gold?

    hello dear trader ham gold ka bary main bat kar rahy han jo ka bahut he strong assed ha foex market main to ab ham ne ye dekhna ha ka kon sa asy factor han jo ka gold market par impact karty han ya jin ki waja sa gold market main movement ati ha gold ko save heaven kaha jata ha or investment karny ka lye is ko safe samjha jata ha to ab ye jana zarori ha ka gold par kon sa awamil han jo asar andaz hoty han bahut sary asy factor han lakin in main jo important han ham na un ka bary main yahan par zikar karna ha.
    Click image for larger version

Name:	gold_sharecast-min.jpg
Views:	1
Size:	55.4 کلوبائٹ
ID:	12598267

    Demand and Supply

    supply or demad asy factor han jo sab sa zeyada gold market par asar karty han golbal world main gold ko kahan pa use kiya jata ha ye bahut he quemti dhat ha jis ko bahut he zeyada use kiya jata ha is sa sab sa zeyada istamal julery banay main hota ha is ka elawa ye reserve hota ha yani ka koi bhe country apni note jab print karti ha to gold ko reserve main rakha jata ha ye is ka important use han is ko medical ka shuby main bhe istaml kiya jata ha or electronice product ko banay ka lye use kiya jata ha or bhe asy bahut sary use han jin ki waja sa is supply or demand main izafa hota ha or ye supply or demand gold market par impact karti hai

    Hedging and Wealth Protection

    gold ko safe islye mana jata ha ka ye kasy bhe halat main ap ko protect kar skta ha is ki fitri qadar ka matlb ye ha ka ye dosri ashiya ka mukably main zeyada maashi gair yakeeni sorat e hal ka mukabla kar skta ha jis sa ye hangama khez adwar ka daoran sarmaya karo ka lye 1 mehfooz shart ban jata ha is ka natejy main ye 1 maqbool heding option ha kun ka ye bharti hoi afrat e zar or courncy ki qadar main kami sa bachany main madad karta ha agar halat asy ban jaty han ka ap bankcroput hony ka qarreb ha ya kisi jhang ka khatra ha to sony ki qadar main izafa hota ha kun ka asy main yehe safe option hota ha ap na dekha ho ga jab bhe war ka khatrat hoty han to golbal market main gold ki price high ho jati ha
    Click image for larger version

Name:	we.jpg
Views:	1
Size:	38.6 کلوبائٹ
ID:	12598268

    The Value of the US Dollar

    US dollar gold ki price par bahut he zeyada impact karta ha kun gold dolar ki qeemat wali queemti dhat ha islye is ki fe once qeemat us dolar ki qadar sa barahe rast mutasir hoti ha jab bhe dolar strong hota ha to gold ki qeemat kam hoti ha islye sarmaya kar dolar ki qadar kabharny ka wait karty han kun ka asy main sona sasta hota ha or gold dolar ki dadar kam hti ha to gold mehnga hota ha asy main main sarmaya kari ki jati ha or dolar asy gold market par effect karta hai

اب آن لائن

Working...
X