Klinger volume oscillator security kay trend reversal ko predict karnay kay liay use hota hay, yeh oscillator price aur volume ko compare aur use karta hay aur is ko help say market reversals ki indication daita hay, is ko manually find karna hota hay jis kay liay aik specified formula hota hay, ye oscillator market ki high price aur low price ko bhi formulay main use karta hay, is kay ilawa yeh oscillator market kay pas duration ko use kar kay find ki gai moving average ko bhi formula main use karta hay aur trader ko signal faraham karta hay,
Main features of klinger volume oscillator:
Volume kay through jab ham current price say future market predict kartay hain to hamain is main price fluctuation kay through yeh bhi pata chalta hay keh market kis waqt reversal lay gi, jab kay klinger volume oscillator sirf daily ya higher time frames main effective signal dainay aur trading karnay kay liay useful samjha jata hay,
Calculation and formula of Klinger Volume Oscillator:
Klinger Volume Oscillator two exponential moving averages kay darmiani difference kay through trading ka signal daita hay, is ki calculation ko samjhna boht easy hay, jab smaller number of periods ka EMA longer number of periods ki EMA say ziada ho to iska matlab yeh hota hay kay yahan up trend chal raha hay. Is ki yehi waja hoti hay kay shorter EMA darasal more recent price data use kar rahi hoti hay jis waja say is ky results bahut mufeed hoty hain, is oscillator ki calculation kay liye hamain isky formuly ka pata hona chaiay ta kay ham iski calculation kar sakain. Iska formula yeh hota hay
KVO=volume x trend x temp x 100
Yahan per volume say murad pair kay units ki tadad hay, jab kay trend say murad recent price kay high, open aur close hay, jab ham recent price ko previous periods say compare karain to hamain uptrend ya downtrend ka pata chalta hay, agar iski value +1 say uper ho to yeh up trend jab kay -1 say murad down trend hay,
Trade signal generated by klinger volume oscillator:
forex main boht saray indicator aur oscillator aisay hain jo aksar fake signal provide kar daitay hain aur trader agr inko follow kar lain to woh trade main phans jata haiy aur panic ka shikar ho jata hay, is tarah agr hum EMA ko oscillator kay sath plot karain to EMA ka oscillator say up swing cross ka matlab up trend hota hay is tarah ham yahan per buy ki trade kar saktay hain aur ager EMA, klinger volume oscillator ko down swing main cross kary to is ka matlab down trend ki indication hoti hay jis main sell ki effective trade mumkin hay