Commodity channel Index indicator (CCI) kia hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodity channel Index indicator (CCI) kia hota hy
    Commodity Channel Index Indicator kia hota hy


    Commodity channel index ( CCI ) aik takneeki isharay hai jo maliyati mandiyon ke tajzia mein istemaal hota hai. yeh kisi asasa ki qeemat ke is ki ost qeemat se inhiraf ki pemaiesh karta hai aur mumkina had se ziyada khareeday gaye ya ziyada farokht honay walay halaat ki nishandahi karta hai .Commodity channel index ( CCI ) isharay cross over ko moving average ke sath istemaal karne ka maqsad market mein mumkina khareed o farokht ke mawaqay ki nishandahi karna hai. cci kisi asasa ki qeemat ke is ki ost qeemat se inhiraf ki pemaiesh karta hai, jabkay mutharrak ost aik makhsoos muddat ke douran qeemat ki karwai ko hamwar karta hai .


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-25T160751.811.jpeg
Views:	6
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12598081

    Commodity Channel Index Indicator Ki Tafseeli Wazahat


    Commodity Channel Index typical price aur is kay simple moving average ka comparison hota hay, is ko oscillating percentage -100 aur 100 hoti hay, yeh indicator bhi moving average based hota hay market main current position aur moving average kay combination say market main trade open karnay kay liay indication hasil kartay hain aur usi per trade open kar laitay hain, agar ham sirf is indicator ko use kartay hain to hamain itni achi indication nahi milti, yeh hamain market ki current moment kay mutabik same CCI indicator main moving average ki tarah sell aur buy ki indication hasil kar kay trade open karna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hotay hain un kay sath mila kar use karnay say hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open kar laitay hain jis say hamari trade main profit hasil honay kay chances increase ho jatay hain,


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-25T160802.713.jpeg
Views:	9
Size:	50.9 کلوبائٹ
ID:	12598082

    Commodity Channel Index Indicator ka Working Principle


    CCI (commodity channel index) short time ke dauran current average price ke average price same karne ke method ke taur istemal hony wala indicator hai commodity channel index ik aisa tool hota hai jo traders ko market mein had se jyada purchase aur jyada sell hone wale points ka indication karne ke liye istemal Kiya jata Hai. Commodity channel index ka istemal Kisi market movement ki direction ka andaza lgany ke liye uske sath sath usmein expected purchase aur sel ki talash karne ke liye istemal karte Hain ismein analyst ne market ko jehan mein rakhkar yah method introduce karvaya tha lekin iske Naam ke bavjud use dusre sanson ke sath bhi istemal Kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	13
Size:	37.1 کلوبائٹ
ID:	12598083


    Commodity Channel Index ky sath Trading Strategy


    Commodity Channel Index indicator ko use karne ke liye sabse pahle aapko Iske time frame ke bare mein lazmi pata Hona chahie kyn kay friends Jab aap isko install karte hain Apne trading chart per to is per aapko default per Jo setting milati hai aapko use change karna zaruri hota hai kyun kay uus setting per yah aap ko false indications bhi provide kar sakta hai isliye aapko chahie ki iski time period ko change kar kar 25 per le jaen jisse aapko milega Sare Rang signal khatm ho gaye hain aur pet information wala trading chart aapko provide ho gaya hai CCI indicator ki madad say.CCI baray may aik boht acha knowledge share kiya hai dear friends CCI indicator k bare main baat karne se pehly sab first hamare pas is indicator ka knowledge hona buhat zaroori hai

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	19
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12598084

اب آن لائن

Working...
X