Tripple Chart Pattern......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tripple Chart Pattern......
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun ap sab khairiyat se hoon gy dear members tripple chart pattern ak type hote ha chart pattern ke jes ko use kar ka or technical analysis kar ka reversal ke movement of price ko check karta ha. Jab ya pattern banta ha to is ke three peaks hote ha, ya triple chart pattern jasa ka apna name sa he show kar raha ha is ke three peaks banay ja bad market na reverse ho kar low ke traf ana hota ha. Triple chart pattern huma all time frame par dakhna ko milta ha.







    HOW TRIPPLE CHART PATTERN FORMED :





    1: Tripple chart pattern banta ha three peaks bana kar jo ka same area par bante ha bas in ka betch pullback ata ha.






    2: Is pattern ma traders trade ko tab enter karta ha jab triple chart pattern complete ho jata ha.






    3: Is pattern ma jab traders trade ko lagata ha to os ka stop loss wo resistance level ka upper rakhta ha.






    HOW TRIPPLE CHART PATTERN WORK :







    Tripple chart pattern banta ha jab market three peaks banay wo peaks bhi ak dosra ka kareb or same level par hona chaiya. Jes area ma peaks banta ha wo resistance ka kareb ka hota ha. Jo market pullback banate ha peaks ka betch ma os ko hum swings low kahta ha. Jab is ke last peak bante ha to os ka bad market swing low sa nitcha a jate ha. Jo three paeks bante ha is pattern ke wo similar hote ha head and shoulders pattern ka.







    EXAMPLE OF TRIPPLE CHART PATTERN :









    Friends jo stock ke price ha wo apna high lagay ge jasa ka $119, is peak bananay ka bad market pulls back ho kar $110 par ay ge, is ka bad market dobara sa high ke traf jay ge jasa ka $111, is ka bad market dobara sa reverse hote hoi $118 par ay ge, is ka bad market apne last high lagay ge jo ka $111 ho ge is ka bad market na fall ho kar low ke traf jana ho ga. Jasa ka ap ko chart ma show ho raha ha.









    TRADING IN TRIPPLE CHART PATTERNS :








    Traders is tripple chart pattern ma trade ko short position par lagata ha or exit karta ha long position par, or jab market ke price fall ho kar support ka level sa nitcha a jate ha to is ka bad market ke prices na ak or peak banate ha jo ka support level banate ha jo ka second peak hita ha is ka bad market apne tesre peak support level ka kareb he bana ka or nitcha fall ho jata ha. Agar is pattern ke conformation karne ho to traders is par dakhta ha heavy volume ko jab price fall hote ha support ka level par.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X