Harami candlestick pattern kia Hy,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harami candlestick pattern kia Hy,
    Harami candlestick pattern kia Hy,
    Introduction



    Hope all friends well main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge ,,



    What are harami candlestick patterns



    Harami Candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo main market bullish aur bearish short term single product card hai. Harami Candlestick pattern price action ke direction kay hisaab say bullish ya bearish consider hota hai. Harami candlestick pattern 2 candlestick par mushtamil hotaa hai. 1 candlesticks bullish aur dosri bearish hoti hai aur es hisaab say market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jaata hai. Neechy dee gai tasveer main aap bullish aur bearish pattern Harami dekh sakte hain.




    Bullish Harami




    1. Downtrend Ka aghaz karta hai




    2. Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai





    3. Bari bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai



    What is Bearish Harami




    1. Uptrend ka aghaaz karti hai





    2. Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay





    3. Dosri candle holder hoti aur bear hoti hai





    Trading Harami Candlestick Pattern





    Harami Candlestick pattern dono bullish aur bearish signals muhaiyah card hai aur ye candlestick signal pattern kay zariye pehchaany a sakte hain kay bullish hain ya bearish. Neechy dono pattern ke tasaveer aur details main aap kay sath share karne jaa raha hun jis main ye pattern aap clearly dekh sakte hain.




    An example of a bullish Harami candlestick pattern




    Oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay EURUSD pair pair bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua hai. Lekin ess baat ko bhee mad-e-nazar rakhna chahey kay tamaam Harami conversion pattern ke taraf ishaara nahi karte.





    Exhaustion



    Enough Jesa kay oper dee hui misaal main apne dekha kay bullish pattern Harami banny kay baad kiss tarha market ny move kiya to same ussi tarha market ne bearish pattern banny kay baad bhe matket ke movement dekhai hai. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action co dekh kar decision lain.

اب آن لائن

Working...
X