Three Inside Up Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three Inside Up Candlestick Pattern
    Three Inside Up Candlestick Pattern
    Jab bhi kiai asset ki prices bohut low par a jati hai, to uss waqat aksar prices bullish trend reversal jane ki koshash main hoti hai, jiss k leye prices ko aik candlestick pattern aisa chaheye hota hai, jiss se prices k pehle se humen trend reversal ki indication mel jati hai. Three Inside up candlestick pattern teenage candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, yes k price k dna ya bearish trend k baab banta hai, jiss par zaiya tar prices apne trend ko badal children hai. Pattern k aghaz k to candle aik bull harami pattern jaise hote hen, lekin baad main aik bari real body wali bull candle banti hai, jo k pehle to candle k top par close hoti hai, jo k bull trend reversal ka sabab banti hai.Candle formation
    Three inside up price candle k bottom par bull trend reversal ka zarya hota hai, jo k theen candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik bear candle hoti hai, jab k baad wali do candle bull candle banti hai. Main candle pattern ki formation darjazzel tarah se hoti hai

    1. First candle: Three inside up candlestick pattern ki pehli candle aik bear candle hoti hai yes k price k main market pehle se a rahe bearish trend ko show kar rahe hote hen. Ye candle aik long real body main hoti hai, yes k color main black ya red candle banti hai.

    2. Second candle: Three inside up candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bull candle bantti hai, ne k length main pehli candle se kam hoti hai, q k ye candle pehli candle k real body main banti hai. Ye candle prices k mazeed nachay jane se rokne ka sabab banti hai. Candle color main white yes green banti hai.

    3. Third candle: Three inside up candlestick pattern ki last aur teesri candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k dosri candle se length main ziana hoti hai. Ye candle dosri candle k baad upside par open ho kar pehli aur dosri candle k top par close hoti hai. Ye candle bhi same dosri candle ki tarah color main white ya green hoti hai, yes bullish trend reversal pattern ka sabab banti hai.

    Explanation


    Three inside up candlestick pattern k pehle to candle dekhne main bullish harami pattern jaise hote hen, sting k teesi candle aik bullish confirmation candle hoti hai, jo k pehle dono candles k top par ja k close hoti hen. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bear candle hoti hai, jiss k baad aik small real body main bull candle banti hai, jiss ka open aur clise dono pehli candle k andar hota hai. Pattern ki last aur teesri candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k baad high par open ho kar pehli aur dosri candle k top par ja k close hoti hai . Ye candle prices ko up ki taraf push card hai, yes to reverse trend ka sabab banti hai.Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12597793

    Trading


    Three inside up candlestick pattern sellers ki market main bohut ziana selling pressure k baad prices k lower main banta hai. Pattern ki pehli candle k mutabiq selling prices ko maze bear push karne ki koshash karte hen, lekin dosri candle aik small real body wali bull candle hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hote hen. Ye candle prices ko maze downtrend jane se rokte hen, jiss k baad aik bari real body wali bullish candle banti hai, yes k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern k teesri candle k baad market main buy ki entry ki ja saktj hai aur ye candle pehli aur dosri candle k top par close hoti hai to. Pattern ka long term timeframe main hona chaheye, jab k Stochastics aur CCI oscillators oversold area main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position ya pehli candle k bottom se two pips below set karen.

اب آن لائن

Working...
X