Fibonacci retracement indicator main ham market ki retracement ki baat kartay hain, jis ka matlab yeh hota hay kay market apnay trend kay against move karti hay, trader jo acha profit hasil karna chahtay hain unko chaiay kay woh market retracement par achy points ko find karnay ki koshish karain, kiun kay market aksar retracement kay baad apnay trend main wapis chali jati hay aur kai baar aisa bhi hota hay kay market ki retracement hi iska main trend ban jati hay,
Finding support and resistance levels with fibonacci retracement:
fibonacci retracement aik main trading tool hota hay jis ki help say technical analyst support aur resistance kay key levels ko identify kartay hain, in support aur resistance levels ko horizontal lines ki surat main plot kia jata hay jis say uptrend ya downtrend main reversal points ka estimate lagaya jata hay, yeh plotting 0%, 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% aur 100% ki ratio kay hisab say ki jati hay, fibonacci retracement prices ki strong up ya down moment kay baad use ki jati hain, jin kay baad market retrace karti hay, isi tarah in retracement ko apply karnay kay liay hamain swing high aur swing low points ko identify kar laina chaiay,
Usage and implementation of fibonacci retracement:
fibonacci retracement ko plot karnay kay liay hamain price range main two extreme points select karnay hotay hain jaisay high point aur low point, is tarah uptrend main low point 1 ya 100% hota hay aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jab kay 1 ya 100% high point hota hay, fibonacci retracement tool overall prices kay trends ko janchnay kay liay useful nhi hotay balkay large trends reversal main support aur resistance levels ko predict karnay kay liay mufeed hain, fibonacci tool ki ahmiat us waqt ziada ho jati hay jab isay trend lines ya candlestick patterns kay sath combine kar kay use kia jata hay is say entry points aur stoploss points spot karnay main asani hoti hay, in retracement ko use kar kay hum timely aur correctly buy ya sell orders place kar patay hain, traders inko entry point kay liay ya stoploss levels aur take profit levels ko janchnay kay liay use kartay hain,
Percentage in fibonacci retracement:
Fibonacci main do cheezain daikhi jati hain aik extension aur dosri retracement agar extension hui hay aur market 0% say oper chali gai hay to is ka matlab yeh hay kay agar hum monthly time frame par fibonacci retracement ko use karain gay to woh retracement par bataye ga, fibonacci retracement main aik fix percentage hoti hay jis main trader ko market ki movement say yeh andaza lagana hota hay kay market agr is percentage say ziada retrace kar gae to iska matlab yeh samjha jay ga kay market ab wapis trend main nahi jay gi balkay yeh main trend kay against move karna start ho jay gi aur ham yeh keh saktay hain kay market reversal ki taraf janay lagi hay,