Guide to rollover in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Guide to rollover in forex trading
    Dear friends Forex trading mein na sirf two different currency pairs par trade ki jati hai balky interest rate ko bi manage kiya jata hai. So rollover woh interest hota hai jo aik din markret k close hony par hamari running trades par pay karna hota hai.Agr apko pata hu k roll over positive hony wala hai to apko chaheye k ap trade ko close na karyn or apni position ko hold rakhein, esa a he possible hai jb ap apni trade ko continue rakhna chahty hain. Yeh ni ho sakta k ap ny trade ko close karna tha but sirf rollover k postive mein ksi kism expectation ki waja sy ap ny trade close ni ki. Kiyu ky rollover postive ho b jae ga tu apka account par yeh trade k loss par khas impact ni daly ga.
    Click image for larger version

Name:	11.png
Views:	3
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12597681
    Characteristics of Rollover In Forex Market.

    Market mein agar aik trader kafi time aik currency ko hold rakhta hy to usko hi rate of interest lagta hy market mein usko Rollover kehti hen Jo delivery date Kay according contract closing date jo charges incure hoty hein.Forex market ko use ker rehy hon tou hamain market ki future movement ko samajhny main asani hoti hai ky usky indicator sy hamain yeh pata chal jata hai ky jo movement ho rehi hai ya jo movement ho chuki hai tou usky mutabiq market ki next movement konsi ban rehi hai phir ham usi hisab sy trade open kerty hain, aur hamain bahot achi earning hasil ho jati hai tou sab sy pehly hamain achi terha samajh lena chahiay ky yeh kesy work kerta hai aur is per trade kis terha sy open ki jaey tou hamain profit hasil ho sakta hai. jub hum trading karna start kar detay hain to hum trades to do tarah ki trading kartay hain aik long term aik short term long term trading main rollover use hota hai jab humari trades long ho jati hain,means market close ho k open honay k darmian jo profit hota hai usay rollover profit kahtay hain. ziada tar long term trading main humain sahi profit hasil hota hai is liye humain long term trading ko importance deni chahye.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12597682
    Trading Knowledge.

    Friends Forex trading mein agar hamari position open Hogi long time ke liye to ya To Hamein swap Milega ya phir Ham Swap khud Denge aur yah Pakistani time Ke mutabik 2 baje activate Hote Hain .Hamein chahie ky ham always Kisi bhi broker ke andar agar account banate hain To Ham Apna account swap free rakhen, Ta ky Hamein Kisi Kisam ke koi extra charges pay na karne perain. Agar Ham Swap free account banate hain to Agar Hamari trade long-term Tak open rahti hai To Hamen osi trade ke upar koi bhi extra charges pay Nahin karne Hote balky Jo broker ka Commission hota hai wohi Commission woh broker ham se leta hai uske alava woh aur koi amount Humse charge nahin karta.aur hum assani sy apni trading jari rakh sakty hein.

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	3
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12597683

اب آن لائن

Working...
X