Gator oscillator ko Bill Williams nay develop kia, is indicator ka maqsad forex market main trend ki identification aur rebound kay baray main batana hay, gator oscillator alligator indicator ko hi mazeed wazay karta hay, yeh oscillator alligator indicator ki hi use karda lines yani simple moving averages ko mukhtalif time periods kay sath mil kar use kia jata hay,
Usage and calculation with Gator oscillator:
Ye median price value kay liay simple moving average calculate ki gae hay jo kay different time frame ki base par hay, yeh is tarha sy calculate kaye gae hain.
Blue alligator jaw. 13 period ki simple moving average jo kay shift ki gae hay 8 bar forward par.
Red indicator teeth. 9 period ki simple moving average jo kay shift ki gae hay 5 bar forward par.
Green alligator lip. 5 period ki simple moving average jo kay shift ki gae hay 3 bars forward par.
Four phases in working of gator oscillator:
Gator oscillator hamain market yani trend kay four phases batata hay jis kay mukhtalif names aur functions hotay hain,
Awakening phase: Isko ham entering positions kay liye use kartay hain, jab red bars ka colour green ho jay,
Eating phase: jab current aur previous yani both bars ka colour green rahay to ham isko eating phase kehtay hain, jis main trend continue rehta hay aur ham trade ko hold kiay rakhtay hain yani earning kartay rehtay hain.
Sated Phase: Is main jab current bar green say red ho jay to yeh is baat ki indication hoti hay kay trend change ya khatam honay wala hay yani ham trade say exit ho jaen,
Sleeping phase: Is main no trend identification hoti hay yani jab market rebound ho.
Important features of gator oscillator:
Gator oscillator both histogram ko separately display karta hay price chart kay below, is main jo positive values hoti hain woh alligator kay teeth aur jaw ka absolute difference hoti hain, isi tarha negative value teeth aur lip ka absolute difference hoti hay, gator oscillator aik boht hi zabardast oscillator hay jiski base par ham risk management ka use kar kay market kay trend main trade kar kay achi earning kar saktay hain, yeh pairs ki prices main trends ki changes ka pata laganay kay liay use hota hay, is main green bars trend ki strength ko show karti hain aur red bars is kay weak honay ko pointout karti hain,