Forex main slippage and leverage two trading terminologies hain, leverage ham account banatay waqt choose ya set kartay hain aur baad main is ko update bhi kar saktay hain aur slippage aik market situation hay jis say benefit lainay kay liay ham har trade main different tools ka istemal kar saktay hain,
Slippage trading terminology:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20230312_0711_57_5061.jpg
Views: 3
Size: 10.1 کلوبائٹ
ID: 12597532](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12597532&d=1667875176)
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20230312_0711_57_3520.jpg
Views: 2
Size: 12.8 کلوبائٹ
ID: 12597533](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12597533&d=1673835814)
Slippage kay name say zahir hay kay aik particular side per aik dam say fall karna Yani jab market ki moment itni fast jo jay kay kabi aik side per slip ho rahi ho to kabi dusri side per, slippage term ka matlab yeh bhi hay kay aksar aisa hota hay kay trader apna zehan bana laitay hain kay woh is exact point say trade open karain gay laikin jab woh instant execution main ja kar new order par click kartay hain to market waha say kisi aur point par ponch jati hay aur broker ya mt4 trader say confirm karta hay kay market is point say yaha agay pohnch gae hai kia ap apnay order ko further second point say place karain gay, slippage hamaray control main nahi hoti aur kai baar isko control karna na mumkin ho jata hay, slippage ki waja kai market situations aur international news hoti hain, Slippage us waqt ziada hoti hay jab market ki movement boht fast hoti hay kai baar aisa bhi hota hay kay ham trade ko foran say close karna chahtay hain aur market agay kisi aur point par pohnch jati hay aur hamari trade close nahi hoti albata hamain mt4 phir say pochta hay kay market is jaga pohnch gae hay to ap yaha par trade close karain gay, slippage ko ham take profit aur stop loss and buy limit ya sell limit trading tools ko use kar kay counter kar saktay hain, lihaza hamain slippage say bachnay kay liay inko use kar lena chaiay to behtar hota hay
Leverage trading terminology:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20230312_0711_57_5952.jpg
Views: 1
Size: 10.4 کلوبائٹ
ID: 12597534](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12597534&d=1678587206)
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20230312_0711_57_6833.jpg
Views: 1
Size: 17.3 کلوبائٹ
ID: 12597535](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12597535&d=1678587206)
Forex trading main broker different percentage aur leverage provide karta hay, leverage ka simple matlab yeh hay kay yeh hamari investment par hasil honay walay return ki ratio ko describe karta hay, agr ham yeh ratio ziada select karain gay to is par hamain acha return ratio milay ga jo kay loss aur profit kay baray main ho sakta hay, laikin is kay liay capital bhi us limit kay barabar hona chaiay, leverage ka matlab hay kay broker ki taraf say hamari investment per rate of return ratio, low leverage ka hamesha yeh faida hota hay kay loss ki surat main hamain kam nuqsan hota hay jab kay hamara account fast market situations main trend reverse honay kay bawajood wash honay say bach jata hay, jis say ham apni trade ko maximum time hold kar saktay hain, leverage terminology jis ko hum payable interest bhi keh saktay hain yani broker ki taraf say hamari trade par return ratio, hamain hamesha trading kay liay low leverage use karni chaiay ta kay hum safe trading kar sakain aur agr market hamari trade kay against moment bhi karay to aisi surat main bhi hamari trade ziada dair tak last kar sakti hay, agr hum high leverage say trade karain gay to aisi surat main loss bhi high ho ga aur hamara account jaldi wash ho jay ga,