Important Information About Average True Range Indicator in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Average True Range Indicator in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear friend ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam Karte Hain to aapko careful hokar kam karna hota hai aur Market ko acchi tarike se focus karna hota hai agar aap is market Mein different important analysis per completely study karte hain to aapko maximum advantages Hasil hote hain aapko Hamesha Koshish Karna Hogi kya hai is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur daily ka target complete Karen Jab aap daily basis per market ko time Dete Hain To aapko best entries milati Hain Jiski vajah se aap Achcha profit banaa sakte hain market Mein different indicators available hote hain ine indicator ki madad se aap trading Mein Achcha profit banaa sakte hain aapko is market Mein indicator ko use karne ke liye best indicators ki selection Karni chahie Taki aap ismein Jyada Se Jyada Achcha profit banaa sake aaj main aapse Kaise indicator se related information share karungi jo aapki trading ko Achcha profit de sakte hain to Mera topic hai average true range indicator kya hai hum es par kesy kaam kar k trading main kamyabi hasil kar sakhty.

    Definition Of Average True Range Indicator:

    Dear forex member Average True range Ek simple but bahot Maqbool indicator Hai Jaise market Ki Volittlty yani Utar chadhao ki Nishan Dahi karne ke liye design Kiya Gaya Hai average True range indicator ko j.wells welder 1978 apni book new concept in technical trading system Main iski tafseel Bayan Ki Hai zyada tar dusre indicators ke Bara aks indicator trade ko entry point provide Nahin karte hain average True range ko market ke volittlty yani utaar chadhav ke liye design Kiya Gaya Hai traders ke liye trading ke dauran volittlty level ko jana Shayad sabse zyada mohfeed hai aur jab Baat aapki take profit aur Stop loss ke toyain karne ki ho to iski ahmiyat Aur Bhi bahr Jaati Hai take profit aur stop loss ki salahiyat ne average true range indicator ko traders ke liye Maqbool tareen tools mein se ek Banaya Diya Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-11T213751.556.jpeg
Views:	14
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12597494

    Importance Of Average True Range Indicator:

    Dear forex member average true range indicator is Bare Mein maloomat ko zahir karta hai ki market Kitni volittlty Ka Shaikar Hai jis main average true se upar ki value high volatility ki Nishan Dahi karti hai aur average se low value kam volittlty ki Nishan Dahi Karti Hai yah Khas Taur par market ki movement ka aagaaz main bahot Achcha bartaao karta hai.

    How To Work On Average True Range Indicator:

    Dear forex member Aamtor par trader average True range indicator ka use is buniyad par karta hai ki market Main volittlty Kisi increase Hoti Hai dusra installments par average True range Jitna zyada Hoga stop loss or take profit itna hi vaise Honge Jo use Main liye Ja sakte hain Iske baraks Agar average True range ki value Low hai to stop loss or take profit ko kam Kiya Ja sakta hai Taki woh is time ki market ki halat mein zyada durust tariky se fit ho jaaye trader apni trading hososeyat ki buniyad per short ya long time frame use kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-11T213722.588.jpeg
Views:	1
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12597493

    Calculation:

    Dear forex member j.wells wilder ny average true range indicator ki calculation ki Apne Ek Khas technique design Ki Hai jis main unhone do line se True range aur average True range ki pahle calculation karni hai True range ki calculation darja zail Tarah Se Hoti Hai.

    1. High - Low
    2. High - Previous Close
    3. Low - Previous Close

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-11T213739.542.png
Views:	10
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12597492

    True ki calculation ke bad average True range Number Ko Maloom karna hai Jis kyLiye darja Zail formula ka use Kiya jata hai.

    Current ATR = (Prior ATR × 13) + Current TR / 14

    1. Multiply the previous 14 - day atr by 13.
    2. Add the most recent days TR value.
    3. Divide the total by 14.

    Trading Strategy:

    Dear forex member Average true range indicator ik bahot hi unicque indicator hai aur Jiski wajah se yah bahot zyada famous Hai vaise Tujhe indicator trading ke liye entry point provide nahin karta hai but yeh in points ki Nishan Dahi Karta Hai Jis ko aamtaor par trading ke dauran zyada tajveez Nahin Di Jaati Hai market Ki Volittlty theek ho jana Inthahai zaruri hai Kyunki iski bad aapane sirf yah Faisla kar sakta hai ke aaya yae maksus market aapki trading techniques ke liye majood hai aur jab ap trading ke sath Aage badhrne ka fast Faisla Karty Hain Tu yeh indicator ap kye take profit or stop loss main bhi ap ki help kar sakta hai yeh indicator ik acchy risk management ke bary hissa hai Taur per average True range indicator ki study karne or use Apny analysis Main use karna zaruri Taor par Shamil karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-11T213816.742.jpeg
Views:	1
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12597491

اب آن لائن

Working...
X