Bearish/Negative Abandoned Baby Candlestick Pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish/Negative Abandoned Baby Candlestick Pattern.
    bandonded baby ek specialized candlestick ka pattern hai jismein three candles hoti hai Ek barti Hui prices ke sath dusri holding prices ke sath aur Teesri falling prices ke sath technical analysis tawaka Karte Hain ke yah pattern currently Upar ki trending wali price mein kam az kam ek short term ke reversal ka signals deta hai Ye pattern us Waqt Banta Hai Jab Ek Doji noma candle uski sabse Lowest price aur pichhali candlestick Ke Darmiyan Fark se pahle hoti hai Pichhle candle stick small shadow ke sath Ek tall white shama hai Bearish aur bullish abandoned baby Ke patterns ki identifying on three important characteristics ko pahchan kar ki Jaati Hai ke doji candle ka donon Taraf Ek Kala maujud Hai evening star aur morning star ki tashkel ke liye darmiyani candle ko doji banane ki zarurat Nahin Hoti Hai

    ABANDONED BABY AND GAP CONDITION
    Agar aapko Yad Hai To yah gaps bearish abandoned baby ka ek integral part the aur Yahi chiz usse dusre ISI Tarah Ke pattern Se Alag karti hai Is Tarah yah trust karna munasab Hai Ke Fark ki jeesamat ko pattern ki Darustgi ka determine karne ke liye istemal Kiya Ja sakta hai first candle positive hai candle stick pattern market ke representations ki numandgi Karte Hain Jiska matlab yah hai ki vah Hamen dikhate Hain ke Kis Tarah market mein buying aur selling ke pressure Ke Darmiyan jang Hui Hai Kyunki iska istemal is baat ka analysis karne ke liye Kiya Ja sakta hai K Market ka next ruk kis direction mein hai ab yah Janna takriban impossible hai K Market Ek Khas tarike se Kyon muntakil Hui lekin market ki movements ka analysis karne ki koshish Karna market aur uske Tarika kar ke bare mein deeper understanding Hasil karne ka ek behtarin Tarika hai



    🌟bearish abandoned baby candlestick:
    Forex members bearish abandoned baby candlestick pattern 3 candlesticks sy mil k banta Hy yh aik bullish trend k last par bnta Hy Is pattern ki pehli candlestick up ki hoti Hy or dosri candlestick hold ki hoti Hy mean market ko hold krti Hy or third candlestick down direction ki hoti Hy is k bad market down direction me move krna start kr deti Hy or yh short term trend reversal Hoti Hy mean k bearish abandoned baby candlestick k banny k bad market me down trend create ho jata Hy or hum aisi situation me sell ki trade market me enter krty Hain.



    🌟 Explanation:
    Forex me har pattern k hisab sy hmain trading krna Hoti Hy q k trading k liay market me har time different patterns bany hoty Hain Jin ki madad sy trading hum asani sy kr skty Hain hum trading me har roz different candlestick patterns ko banty dekhty Hain trade me aik pattern bar bar banta rehta Hy is liay hmain different har pattern ko study krty rehna chahie ta k Market me jab b koi b pattern bnta Hy hum usy follow kr k trading ko asan bna skty Hain isi Tarah bearish abandoned baby candlestick pattern banny par market me short term trading k liay sell ki trade ko choose krty Hain.

اب آن لائن

Working...
X