price action with support and resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    price action with support and resistance
    Price action support and resistance


    support or resistance ko talash karna bohut say tareekay hotay hein fibnacci aik bohut acha tol hey or market nafseyate level kay important point ko indicate karta hey ager forex market es important support or resistance ko talash nahe karte hey to es say keya faida hasel ho sakta hey support and resistance ka aik single faida yeh hota hey keh woh forex market mein kese bhe cheez ko wazah karnay kay ley hota hey
    price action swing kay sath es bat ko confirm karta hey ager kese khas price mein kafi limit tak action hova hey to to woh forex market mein khod level set kar saktay hein ager ap UDUSD par 8000 ke level daikh rahay hein to forex market mein price es level tak chalte hey or bad mein seller kundgan ko talash kartay hein to yeh jan kar wahan tak jan saktay hein or onhon nay apnay investor kay sath ray ka izhar keya hey forex market kay shorka es bat par agree hein jaisay jaisay prices gerte hein zyada seller band wagan par chaang laga saktay hein dosree taraf buyer kam say kam bullish ka shekar ho rahay hein es tarah mazeed slide ke ejazat de ja rehe hey



    How to find support and resistance



    agerchay price action forex market mein trader kay sath aik limit objective time frame paish kartay hein laken support or resistance kabel e amal zono ko identify karnay kay ley subjectivity ke zarooat hote hey
    key level yeh hey keh forex market en area ko ya prices ke level ko identify kar sakte hey keh forex market mein anay wallay time mein tabdele ko indicate keya jay es ley forx market mein anay wallay time mein tabdele ko ojagar karnay kay ley support hamesha kaim rahay ge or resistance hamesha seller kundgan ko tasweer mein lay le ge laken ye en area ko wazah karta hey jahan par trader strategy karnay ke koshesh kartay hein



    long wick reaction with support and resistance


    yeh bullish market mein makbol hey yeh zyada tar aik long wick ke shape mein bante hey chonkeh wick intra trader ke candle stick ko wazah kar saktay hein yeh aik engulfing kay sath melte julte hey or yeh forex market mein kareeb kay period ke taraf strong eshara hota hey support or resistance ko samjhnay kay ley serf wick kay oper ya nechay ke taraf janay ke zaroorat hote hey
    nechay ke mesal mein AUDUSD ke mesal de gay hey jes mein market 8000 ke level ko wazah keya geya hey support kay tor par aik or majodah trend tha 5500 ke level ko wazah karnay kay ley hota hey support technical tor par wapes nahi pohnch sakte hey buyer es level kay start honay say pehlay step othanay kay ley ready hota hey es say yehbhe zahair hota hey keh buyer kuch continue hotay hein bare shakhseyat kay test honay say pehlay he buyer chahtay thay
    Click image for larger version

Name:	pa+2.1.jpg
Views:	6
Size:	61.6 کلوبائٹ
ID:	12597164
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X