what is renko strategies in forex market
renko chart pattern forex market mein aik unique kesam ka chart pattern hota hey jes par key level support or resistance level ko bhe indicate keya jata hey yeh chart pattern khas tor par en trader kay ley mofeed hota hey jo market mein trend ko identify karnay ya behtar trading decision kay ley rehnomai kartay hein agay hum es mein mazeed es kay chart pattern or trading strategy ko bhe discuss kartay hein
Renko chart pattern
Renko chart chart ke aik kesam hote hey jo market ke key level support or resistance kay tor par kam karte hey yeh chart pattern time ke bajay price movement ko indicate keya ja sakta hey es ka matlab yeh hey keh chart ke har aik eant aik khas time period kay ley ho jate hey jo keh forex market mein khas tor par time ke nomaindge karte hey
Renko trading strategies
renko trading strategies darj zail de gay hein
trend following
Renko chart ke sab say effective trading strategy hey yeh aik trend follow trading strategy hote hey yeh forex market mein trwnd ko identify karte hey phir forex market mein es ko end honay tak es ko follow karna shamel hota hey es mein aik he rang ke eant ke series hte hey eant pattern ko talash kar kay es pattern par trade ke jate hey
Breakout trading
dosree effective trading strategy hote hey yeh strategy breakout trading strategy hote hey forex market mein key level support or resistance ko talash karna hota hey bad mein jab price en level ko break karte hey bad mein jab price en level ko break karte hey to forex trading mein entry shamel ho jate hey yeh chart pattern bhe eanton ko talash kar kay keya ja sakta hey jaisa keh aik he rang mein eanton ke series hote hey
Mean Revision
mean revision trading strategy aik aice trading strategy hote hey jab forex market ka trend identify keya ja sakta hey or bad mein jab price es trend say hat jate hey to forex trade mein entry hona shamel ho jata hey yeh forex chart par eanton ko talash kar kay keya ja sakta hey jaisay aik he rang mein eanton ke aik series ho