Moving Average in Effect.
Trading main training chart bahut hi key factor consider kiya jata hai kyun ki tamam tar trading history aur current price ki predictions es chart kay zariye trader tak pahouchti hean dear friends es trading chart per price ki up down movement Kuchh candlesticks key base per zaahir hoti hain aur muktalif trend develop karti hean in trend ko hum aik tracing line key madad say ujaagar karty hean es ko moving average kaha ja sakta ha.
The Moving Average Exponential?
Moving average ko define ka ja sakta kuch es tarha say kay agar market moving average ki uper ha to eska matlab market ka trend up ka ha or agar market moving average ke niche ha to market ka trend down ha or apne aisey trade nahi lagani es ko use krne ke rules hain jese ke market moving average se upar hai to ap ko es pe ankh band kar ke trade nahi lagani.
Moving Average in Effect Way.
Moving average ko agar aap effective manner say istemaal karna chahty hean to aap moving average ko market ki current value k sath esko compare kary ga to es information k bad trader ko pata chal jae ga k usko kon si trade open karni ha to es tarha technique ko ham moving average kehty hain aur moving average ko hum forex trading me support aur resistance points ko aur trend ko identify karne k leye istemal kia jata ha kafi sare traders es indicator ko market trend me bearish aur bullish price action k leye bhi istemal karte hen.