Gap Up & Gap down Movements Advantages in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gap Up & Gap down Movements Advantages in Forex.
    Complete Information ;-

    Forex trading main different types ki movement hoti hain agar Ham Forex trading ko achy say study karen or us ko analyse karain to tab hi hamen pata chalay ga, aaj main aap ko Jis movement type k baray may btana chata hoon, usy Gap up or Gap down movement kehtay hain. Forex trading may market ki movement ki study ap k liye boht hi zeyada helpful ho sakti hai. us se aap aik profitable trade kar sakte hain or kisi bhi loss se bach patay hain.

    Gap Up Movement Explanation ;-

    All forum members, Gap up movement ko learn ker lena boht zyada zaruri hai jab market weekend per closing k baad, next week days may open hoti hai, tu is main aap ko Gap up pattern mil sakta hai. Jab Market, next working day main Jis level pay close hooi thi, us say ooper open ho to is ko Gap Up opening kaha jata hai. Aam tor pay aisi situation main aap ko jo candlestick pattern milta hai, usy bullish kicker candlestick Pattern bhi kehtay hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12596609

    Yah pattern aap ko bullish trend ki confirmation deta hai. Jab market, Gap up open ho, to aap ko buying ki trade lagani chahiye. Ager ap ko support level k ooper gap up Candlestick pattern milly, aisi condition main aap ko aik boh achi trade mill sakti hai. Or aap aik achi trade open kar sakte hain.

    Gap Down Movement Explanation ;-

    All forum members, gap down movement ko samaj lena bhi boht zeyada zaruri hai jab market main aap ko higher prices kay baad achanak market down movement kerti hai, to is ko aap gap down movement kehety Hain. Forex trading market main different important Candlestick Pattern aap ko yeh situation clear ker sakty hain. Bearish kicker Candlestick Pattern bhi aap ko gap down say related information provide kar sakta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12596610

    Jab weekend per market main opening point ko aap focus kartay hain, to is main aap ko prices main heavily declined milta hai. Is candlestick pattern ko completely understand kar kay aap effective Trading Kar sakhty Hain.O boht acha profit bhi gain kar saktay hain.

    How to Identify Both Movements ;-

    Agar ham Pattern ko dekhen to to is movement ko identify karna boht easy hai Forex trading main. Kyun k is gap ko aap easily recognise kar sakty hain. Jab aap market main is trading technique ko samjna jatay hain, to aap bullish kicker or bearish kicker Candlestick Pattern ko properly understand ker k apni trading ko continue kerna chahiye is candlestick say ap maximum advantage hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	12
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12596611

    Or boht achi trade kar sakte hain or bahut hi acha profit bhi hasil kar saktay hain yeh aap par depend karta hai ki aap is per kitna zeyada hard work kartay hain.utna hi aap effective Trading Kar sakty Hain. Or boht acha profit bhi hasil kar saktay hain.

اب آن لائن

Working...
X