Forex markeet se fighting krna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Actually forex trading ek currencies ka business ha aur currencies her pal ooper neechy hoti rahti ha aur is waja se hum ko faida aur nuqsaan hota ha agar hum ko ek baar loss ho jay to nervous nahi hona chahye balky relax ho kr loss recover krna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      brothers agar app ko musalsal loss ho rha hy app ki trademain to app ko panic nnhi hona chhaiy or forex market sy larna nhi chhaiy , app ko chhaiy app thor time gape dain or apni ghaltion ko dikhny kay liay
      • #183 Collapse

        han forex market main agar apki trade sahi nahi chal rahi to ap is sey fight na karain na hi dosri trade lagaen.
         
        • #184 Collapse

          mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka .
          • #185 Collapse

            Forex market se kbi fighting na krna kuch log loss hony kay Forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai,market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai.
            • #186 Collapse

              Nahi app is main market ke sath apni marzi karne se zara dar lo kun ke app ko is main loss ho ga aur app ko is main kam ko karne ke liye kuch time lag jye ga aur app ko is main kam ko karne ke liye kabhi bhi risk nahi lena chhaye app ke account aur achi trade ke liye best hay .
              • #187 Collapse

                jee han ye koi achi baat nahi ke hum market se fighting kariam humain agar lose hota hai toh humain ysi waqat trading ko stop karna chaie phir agly din start karna chaie jisse hum achi trading kar sakain taa ke humain profit ho
                • #188 Collapse

                  G bilkul theek kaha apne ke loss ka matlab ye nahi ke ap phir next order bari lot se lagayen aur risk ko ziyada increase karen,balke sabar se kaam len aur kabhi bhi over trading na karen,kiunke is tarah karne se apka poora capital bhi lose hojata hai.
                  • #189 Collapse

                    some traders in the forex market feel so tough to make profit by trading in the forex market. they fight so hard to get success in the forex business. if a trader work hard to get success he must get success in the forex business.
                    • #190 Collapse

                      First of all a new trader should try to know about his or her trading niche in this market I think demo trading learning is very important for that in starting as a new trader along with it they should try to do trade with basic major pairs first Euro/Usd, Gbp/Usd these two pairs are good for trading
                       
                      • #191 Collapse

                        ji han bikul theek kaha aap nne aisa karna ek bewqoofi hai ya to is ko wo kre jko is mai expert ho jis ko forex ki tmaam complications aati hon then wo is ko kre lakin new ko chiye k wo start se hi smaal investment kre taake loss ho b to small ho
                        • #192 Collapse

                          Dear forex se fight karni chahiye mere khyal se phir he aap ko jeetn y ka moqa mily ga aur fight ka matlab ye nhi k aap jazbat main aa kar bari lot ki trade lga dain aap ko market ko soch samjh kar he trade lgani chaiey.
                          • #193 Collapse

                            dear i a m new trader in forex trading and i think that we all need to learn more and more moeny from forex trade so that welal can gain more and more income from forex tradinga dn cna gin more an dmore moeny fro forex trading shiuenss
                            • #194 Collapse

                              gee ap ki bat sahi hain keh market ke sath fighting krna sahi nahi hain aur fighting se loss hi huta han is actually ke elawa kuch hasil nahi huta hain ye new trader hi krty hainn ziada profits ke chaker aker ziada loss kr bethty hain aur aur hewy lot lga kr phir loss krty hain yani keh fighting shoro kr daty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                humein forex main bohat sambhal kar trading karni parti hai. hamari choti si mistake humein bohat bara loss dey sakti hai. humein loss ke baad khud ko cool down karna chaiye aur phir aik new plan ke sath trading karni chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X