Forex markeet se fighting krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex markeet se fighting krna.
    Dosto forex market se kbi fighting na krna,ni to Anjaam bura hoga.
    matlb agr apko aik bar lose howa he to phr se ziyada lot k sath trade ni krni ye sochty howy k mera lose b recover ho jayega aur profit b hoga,aisa kbi ni hota,bal k aur lose ho jata he,fighting ziyada tar new tradrs krty hn.unko bachna chahiye fighting krne se market k sath.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee ap ki bat sahi hain keh market ke sath fighting krna sahi nahi hain aur fighting se loss hi huta han is ke elawa kuch hasil nahi huta hain ye new trader hi krty hainn ziada profit ke chaker aker ziada loss kr bethty hain aur aur hewy lot lga kr phir loss krty hain yani keh fighting shoro kr daty hain
    • #3 Collapse

      Kuch log loss hony kay forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai. Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay.
      • #4 Collapse

        forex market sy fighting krna to mmkn hi nhi ha aor na hi koi aisa kr skta ha keh woh market sy bht kuch easly hasil kr ly ga. is main bht mhnt ki zarorat ha phir ja kr bht kuch hasil hota ha.
        • #5 Collapse

          Jis ko ap fighting keh rahe ho wo koi na koi galti hoti hai jo senior se bhe ho sakti hai uar junior ko to aur ziada careful raehna parta hai warna starting mein he loss un ko disheart karne ka sabab ban sakta hai.
          • #6 Collapse

            ji han aksar aisa huta hai kay market aik strange trend bna rahi huti hai laikin hum apne experience kay mutabiq trades lagaty hain aur sochte hain kay ab market hamare conditions kay mutabiq aye gi laikin ye market se larna hai aur aisa nahi huta is liye apne ap ko market ki conditions kay mutabiq chalayn
            • #7 Collapse

              G bilkul theek kaha apne ke loss ka matlab ye nahi ke ap phir next order bari lot se lagayen aur risk ko ziyada increase karen,balke sabar se kaam len aur kabhi bhi over trading na karen,kiunke is tarah karne se apka poora capital bhi lose hojata hai.
              • #8 Collapse

                haan ji forex market me aksar hum fighting he kar ra hotay hain ku k kbi asa hota ha k market apki favour me ja ri hoti ha lekin ik dam wo apk against ho jati ha or apko lose ho jata ha isi liye hum jb next order krtay hain tu kam lot se lagatay hain ta k humay zaida lose na ho humay kafi mind fighting krni hoti ha trading k doraan
                • #9 Collapse

                  yes it is right that one should not try to fight with the forx tradng buiness and he shoiuld try to learn it and then he should try his best that with patience he should get the more and more profit form the forex trading business in the good way to earn more and more
                  • #10 Collapse

                    You are so right mate, however there are reason that leads to frustration, it could be due to excessive loss and being so desperate of making fast money. Firstly when one must have loss much in his previous trades I think to me giving forex trading a break at that time is the best thing as the break goes one, find th reason which must have made you loss.
                    • #11 Collapse

                      loss tou hota he hai...Agar loss ho jaye Tou thori dair k liye PC off Kar k Apnay mind ko thora Sa past main jaa kar check Karnaa hotaa hai... kaheen na Kaheen ghalti zaroor hoti hai jis ki Waja Say loss hotaa hai,Revange lenaa Sarasar nuksaan hai... coz insaan jazbaat Main kabhi Bhi acha kaam nahin KArtaa... So main Samajhtaa hon K loss K baad Aap ko Apni Ghalti nikaal kar usay Theek karnaa Chahiye or phr dobara market main Enter hona chahiye
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        Foreign exchange trading has become a beneficial industry within the past a long time. It's also come to be significantly simpler for anyone to receive concerned within this company considering the fact that you will find very quite a few Foreign exchange robots that enable automate the trading procedure. These
                        • #13 Collapse

                          loss hony kay forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai. Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay.
                          • #14 Collapse

                            dosrey ilfaz main emotional trading nae krni chaye , bohat se log jazbaat main ya laluch main ghalt forex trading kr k apna nuksaan kr letey hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes almost each trader faces lots of pressure specially when market is moving against their trade, but important is to tackle with this pressure properly and you should not let your mind and abilities go in a negative way after this.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X