PVI indicator ky sath Technical Analysi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    PVI indicator ky sath Technical Analysi
    Positive Volume Index ( PVI ) aik takneeki isharay hai jo stock market ke tajziye mein qeematon mein izafay ke douran stock mein hajam ke jama honay ki pemaiesh karne ke liye istemaal hota hai. PVI ko norman fuss back ne tayyar kya tha aur usay apni kitaab" stock market logic" mein muta-arif karaya tha PVI ka hisaab pichlle din ki PVI qader ko le kar aur qeemat mein izafay ke douran honay walay din ke tijarti hajam ka tanasub shaamil kar ke lagaya jata hai. pvi ka formula hai :PVI = Previous PVI + (Today's Volume / Yesterday's Volume) x (Today's Price Change / Yesterday's Price)



    Positive Volume index indicator ki Explaination

    Positive volume index Volume base ka technical indicator hay jo key market key positive volume ki calculation karta hay, market key current increase howy volume ko previous day key volume key muqably me count karta hay, previous period ki market volume jetni be current day me increase ho jati hay es ki counting key ley PVI indicator use kia jata hay jo key traders key ley bahot hi helpful sabit ho raha hay.Positive Volume index indicator aek aeisa indicator hai jo ky forex trading ki market mein hamein aek achy technical analysis karnay mein help karta hai aur iss ky zariye se ham log asaani se aek acha kaam kar saktay hain.iss liye isss mein agar aek acha kaam karna hai tou iss mein ham khud ko bohat achy tareeqay se kaam kar saktay hain.



    Positive Volume Index Pattern kaisy kaam kerta hy


    Forex trading market ka ndr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka samna karna pary ga.dear member jis tarah hum jantey hain keh yeh indicator mostly volume prices increase hone ki vajah se banta hai aur yeh full day pattern bhi hai.yeh mostly tub banta hai jub market ke andar outer unexpected trader kisi unexpected vajah se enter ho jaate hai aur big investment karke market mein apni trade open kar dety hain

اب آن لائن

Working...
X