Details Of Bid And Ask Price
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Bid And Ask Price
    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur for studying Mein acchi earning kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni running ko increase karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur Market ko acche tarike se focus karna hota hai agar aap market Mein proper time Dete Hain aur different time frames Mein analysis Karke trading karte hain to aapko maximum advantages Hasil hote hain aapko Hamesha Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche analysis ke sath trading Karen Jab aap market Mein demo account per practis karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai aapko Achcha experience bhi mil jata hai aur aap acchi learning ke sath trading kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada mehnat Karke market ko time deta kya aapko is market mein fayda mile agar aap nuksan Se Bachana Chahte Hain To aapko demo account use karna chahie aaj main aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko Masjid improvement Milegi To Mera topic hai Bid And Ask Price kia hai.

    Definition of Bid And Ask Price:

    Dear forex friend Jab Bhi financial market open Hoti Hai To De trading market teen different price real time mein update hoti hain Jisko bid ask aur last price Kaha jata hai yah market ki bahut important aur maujuda price ke bare mein information Deti Hai bed price vah price Hoti Hai Jis per trader market Mein stock ko khareed leta hai Jab Ke Aashiq price Mein trader market Mein stock ko Karta Hai bid aur ask price Ke alava Bhi Ek price Hoti Hai Jisko last price Kaha Jata Hai last price Mein stock ki last price Hoti Hai Jiske bad market close Ho Jaati Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-03T202530.109.jpeg
Views:	2
Size:	35.9 کلوبائٹ
ID:	12594581

    What is Bid Price:

    Dear forex friend Bid price sabse highest price Hoti Hai Jis per trader use time market ki maujuda price Mein buy ki entry karta hai pure Duniya Se sharmayakari Hone ki vajah se price bahut Teji se change Hoti Hai Jab bed ka order Diya jata hai to use baat ki koi guarantee nahin hai ki bid Lagane wale trader ko utna hi share contract ya lots Last Mein milengi financial market mein le len Den ke liye kharida aur farok Sunanda ki jarurat Hoti Hai Is vajah Se bid ka order Dene Wale ya Share Se kharidne wale ke liye sailors ki jarurat hoti hai.

    Example of Bid Price:

    Dear forex friend Agar Kisi stock ki maujuda price $50 Hai To trader 50 dollar per trade ki limit order put kar sakta hai lekin Agar price 45 per a Jaati Hai To 45 se Apar jitni bhi bed order lagenge vah Sare open ho Jaenge Uske bad hi 45 wala order open hoga trader ko bid ask separate kam se kam karna chahie for example Agar market ki maujuda bid price 10.1 dollar hai aur ask price 10.3 Agar trade open karta 10.1 dollar per bid ka order Dega to yah 10.3 foot Hoga is vajah se trader ko limit order $10.2 ki position per set karna chahie to is tarike se vah bid ask spread price Ko Mehdudh kar sakta hai.

    What is Ask:

    Dear forex friend Ask price market ki maujuda vah kam se kam price Hoti Hai Jis per traders top ko frock Karta Hai dusre exchange price Ki Tarah yah bhi trader ke market Mein reaction aur price ki movement se change Hoti Hai Ek Bar FIR is baat ki koi guarantee nahin hai ki trader Agar share contract ya Laut ka order deta hai aur vah lajmi field Honge farokht Kunda order ke liye buyers ki bhi jarurat hoti hai.

    Example of Ask Price:

    Dear forex friend Agar Kisi stock ki maujuda price ke mutabik Koi trader ask limit order set karta hai aur vah price 50 dollar ho to price ki bed price is level per Sare order ko fill Kar Dega lekin agar koi order 55 per limit ke liye set hua ho to usse pahle Jitna Bhi lower Sath ke orders Honge vah fail Honge Uske bad 55 dollar ka order fill hoga.

    Difference Between Bid And Ask:

    Dear forex friend Jis Tarah Se bid price ke trade ko last mein kisi high price per close Kiya Jata Hai ISI Tarah Se ask price ke trades ko bhi Lo position per profit ke liye close Karke market Mein buy ki entry ki Ja sakti hai Jab Bhi ask ki trade ko close Kiya Jata Hai To yah market ki maujuda bid price ke mutabik band Hoti Hai jismein price ke masjid down Na Jaane Ja reversal hone ka Ishara hote hain ask price bed price Se Jyada hoti hai aur market order Mein yah bid price per Sel ki trade ke hisab se open hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-03T202518.446.png
Views:	4
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12594582

    Dear Agar Ek seller kharida Hua stock ko exit Karke aur Yahan per frock ka order deta hai To yah market ki maujuda bid price per Sell Honge yani market ki bid price per Sel ka order open ho jaega trader ke pass bahut Sare opportunities hoti hain market Mein order enter karne ke liye vah market ke maujuda bid price se down ya Apar per bid Laga sakta hai maujuda bid position se above per bid per set karne se bid ask spread kam ho jata hai.

    Types of Spread:

    Dear forex friend Jab aap different brokers ke sath trading kar rahe hote hain to ismein aapko different types ke Commission bhi available hote hain kuchh aise brokers hote hain jinka Commission fix hota hai aur vah rotate nahin karta lekin kuchh aise brokers hote hain jinka Commission variable hota hai aur vah time to time change hota rahata hai Jab Kisi bhi commodities ya metal per jyada trading ho rahi Hoti hai to aisi situation mein unbrokers ka Commission bhi jyada ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-03T202546.563.png
Views:	7
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12594583

اب آن لائن

Working...
X