Cryptocurrency and Paper Currency role in forex trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cryptocurrency and Paper Currency role in forex trading....
    Assalamu Alaikum dear Forex friends umeed Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business mein kam Karke market Se acha profit Le Rahi honge is business Mein kam karne ke liye aapko acche knowledge aur experience ki jarurat hoti hai aur Jin currency pairs per aap trading kar rahe hote hain unki moments se related aapko complete information Ka hona jaruri hota hai Kyunki tabhi aap acchi entries ke sath market Se achcha profit hasil kar sakte hain isiliye aapko chahie ki is business Mein successful hone ke liye apna knowledge aur experience increase karne ki koshish karen aur markets ki moments se related candlesticks pattern ko tarinka Kiya aapko is business Mein successful hone ka mauka mile.

    Cryptocurrency:

    Dear forex friends forex trading market mein Cryptocurrency us digital currency ko kahty hain Jisko computerised ya secure tarike se save Kiya jata hai aur yah ik khyali currency Hoti Hai Kyunki iska koi vajud Nahin hota hai cripto currency Mein Kunky block chain method istemal Kiya Jata Hai Is vajah se ismein do numberi aur Jali per takriban Mumkin hai criptocurrency Kisi bhi country ki taraf se shaya Nahin Ki Jaati Hai aur na hi yah Kisi government ki mudat hoti hai jo isko control kar sake cryptocurrency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances Namumkin Hai.

    Click image for larger version

Name:	TermDefinitions_crypto_final-940e93a6cb5341999a5d735fbf04fbfe.png
Views:	1
Size:	78.4 کلوبائٹ
ID:	12594579

    Paper Currency:

    Dear forex friends forex trading market mein paper currency ka start bahut purana aur purane time mein metal gold aur silver ke coins hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka start 1664 mein Sweden ke bank se pahle bakayda currency ka agaz kiya tha Uske bad yah different stages sy hota hua humary pas is current condition mein milta Hai.

    Role of currency pairs in forex trading:

    Dear forex friends Forex Trading Market main tamam broker tareeban dono type currency main trade karty hain. Hard currency k trading ka aghaz to 1973 main bretton wood agreement ky dissolved hony py start ho gaya or crypto currency ka aghaz modern time main hi hua hai crypto currency abhi taraqi ky mahrahail sy guzar rahi hai forex trading asal kaam hi currency exchange ka karta hai or is main daily k lehaz sy taqreeban 5 trillion dollars ki investment ya transaction hoti hai crypto currency bhi ab is door main baraber ka hisa daar ban chuki hai

    Click image for larger version

Name:	yellow-bitcoin-coins-scattered-us-dollar-paper-banknotes-cryptocurrency-fiat-money-exchange-conc.jpg
Views:	1
Size:	238.5 کلوبائٹ
ID:	12594578

    Conclusion:

    Dear Forex member for ex trading market mein Jab aap trading karte hain to aapko Kisi bhi currency players Kisi bhi type off currency yani cryptog currency ya paper principal trading karni hai to usmein aapko Apne decision Lene Se pahle market ko samajhna hota hai aur uske mutabik apni working Karni hoti hai tabhi aap is business Mein successful ho sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X