What is NFP? Discuss it....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is NFP? Discuss it....
    Assalamu Alaikum dear forex members ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading market Mein acchi working quality ke sath market Se achcha profit Le Rahi honge dear friends Forex trading hai aisa business hota hai ki jismein jawab kam kar rahi hoti hain to jis pair per aap trading kar rahe hote hain Agar market Mein use related Koi news aati hai to use waqt aapka lagaya Jaane wala order aapko ya to bahut achcha profit dilata hai ya FIR vah bahut jyada lash Mein Chala Jata Hai Kyunki news ki vajah se market votality zyada ho jaati Hai Aur use surat mein aapko bahut soch samajhkar apni decision making Karni hoti hai.

    What is Non Farm Payroll (NFP)?

    Dear forex members forex trading market mein Non farm payroll (NFP) ek important news hoti hai ji se market main bahut zyada volatility hoti sakti hai. Trading ke liye yah ek bahut hi important economic factor hota hai jo United State of America ki jobs se related data include karta hai. Isiliye non form payroll ka trading mein bahut jyada effect hota hai jiski vajah se iski importance ko kabhi bhi neglect nahin kiya ja Sakta hai aur Market Mein Jab Bhi aisi Koi news aati hai to use time per market Mein mermaid bahut fast ho jaati Hai.

    Click image for larger version

Name:	nfp-and-forex-trading_body_cadjpydatarelease.png.full.png
Views:	7
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12594499

    Importance of NFP:


    Dear forex members Forex trading market mein non farm payroll ki importance bahut zyada hoti hai Kyunki yah aapko employment ratio ki details Jaane Ke aap job ke sath interest ratio ke bare mein bhi complete information provide karti hai Jiski vajah se aap market mein jyada acche advantages Hasil kar sakte hain.Jab yah data release Kia jata Hai to is ke bad interest rate ki decision making ki Jaati Hai Jo market ko bahot zyada effect kar sakti hai. Is liye apko market Main fundamental analysis par trading karne ke liye non farm payroll ko acchi tarah learn karna hota Hai. Kyunki Kisi bhi chij ya Kisi bhi topic ke bare mein jitna jyada acche tarike se aap kam karte hain aur jitna jyada knowledge aapke pass usse related hota hai aap utani hi acchi decision making kar sakte hain.

    Issunce of Data:


    Dear forex friends Non farm payroll (NFP) ka data har maheny ky phly Friday ko release kiya jata hai. Jab aap Forex trading market main kam karte hain to ismain aapko friday ki shaam ko bahut zyada careful hokar trading karni hoti hy. Kyunki ismain aapko non farm payroll data release hone ki vajah se bahut zyada problem bhi ho sakti hai.Non farm payroll data main United State of America ki different job se related important information shamil ki jaati hain jis main aapko pichly month se lekar current situation Tak total jobs ki details share ki jaati hai. Jis main new jobs ko bi add ki jati hain or number off lose jobs ki information bi btai ja rahi hoti hai. Isiliye is time per trading karte hue aapko sometime loss ka samna bhi karna pad sakta hai isiliye bahut careful hokar trading Karni Hoti hai Kisi bhi manth ke first Friday ko non farm payroll economy ka data dikhaya jata hai isily jitny bhi pairs hain jin ky sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. Misal ke taur perEURUSD, GPBUSD, USDJPY, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Is kay elawa bhi overall market main kafi asar parta hai .

    Click image for larger version

Name:	How-does-the-NFP-affect-forex.jpg
Views:	2
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12594498

    Trading Strategy
    :[/


    Dear Forex member Agar aap forex trading market mein NFP pey trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun ky market main volatility zaida ho rhi hoti hai. Aur jab market votality zyada hoti hai ya Kisi bhi pair se related Jab Koi news aati hai to use waqt market mein moment fast ho rahi Hoti hai jiski vajah se use waqt trading karna aapke liye dangerous ho sakta hai isiliye aapko chahie ki aisi news ke time per aap market Mein entry Lene se avoid Karen Kyunki is surat mein aapke liye market Mein entry Lena bahut khatarnak ho sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X