Discussion about Struck swing trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Struck swing trading...
    Assalamu Alaikum dear Forex friends main umeed Karti Hoon ke aap sab khairiyat se honge dear Jab hum fore trading business Mein kaam karte Hain To hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karna hota hai aur Market mein entry Lene se pahle use analysis karna Hota Hai Kyunki Is Tarah Ham market Mein maujud train ko acche tarike se identify kar sakte hain aur uske mutabik apni working Karke market Se achcha profit hasil kar sakte hain dear friends Ham apni aaj ki post mein jis trading strategy ko discuss karenge vah Hai struck swing trading strategy Aur Main ummid Karti Hun ki ismein di jaane wali information aapko is strateg ko istemal karne mein madad degi.

    What is struck swing trading?


    Dear forex friend forex trading market mein swing trading mein struck swing trading aisi strategy Hoti hai jismein traders market ki swing position mein trading karte hain aur uski trade long term trading hoti hai is trading strategy mein trade days weeks or months per mustamil hoti hai aur iske bad vah apni trade close karte hain kyunki jab market mein long term trading ki jaati hai to fir vah kuchh days free dominate profit mein chalti hai ya phir forex exchange ko income essential jaane most important kuchh weeks ya kuchh mans bhi lag sakte hain lekin jab profit jyada Nahin rahata ine visited exchange ko near Nahin karte aisi trading ke liye use investment ki jarurat Hoti hai kyunki agar market place essential ko alternate open ki jaaye to market place open essential ke against jitni jyada movement kar le trading account se rahata hai aur Market kuchh days weeks aur months ke bad opposite side per jab mermaid karti hai to use waqt aap ka order aapko achcha profit dilata hai forex market maximum aur minimum to minimum mostly price ke darmiyan swing Karti rahti hai.
    Click image for larger version

Name:	Swing-Trading-Range.png
Views:	2
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12594319

    Explanation of Struck Swing trading:


    Dear forex friends forex trading market mein jab aap struck swing trading strategy ke mutabik kam kar rahi hoti hain to struck swing trading mein aapko maximum advantages hasil karne ke liye aise time se pahle jab market almost selling stress mein jana start Karti hai to vahan aapko market se exit karna hota hai to use waqt aapko yah dekhne ki jarurat hoti hai ki market mein Bank pressure start hone wala hai aur is waqt aapko seling ki entry se exit hona chahie kyunki Is Tarah ka lagaya jaane wala order loss mein ja Raha hota hai isiliye hamen Apne acche tarike se analysis perform karne ke bad market mein long term ke liye H4, D1or W1 jaise time frames ko follow karte hue apni trading strategies banani chahie. Kyunki long term trading ke liye yah time frames istemal hote Hain aur inke mutabik hi hamen apni decision making Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	swing-points-bodies.png
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12594318

    Working Strategy:


    Dear forex friends forex trading market mein traders ko range market principle ik assist point ko identify karna hota hai jiske Liye assist ki price ko support ko brake karne ka wait karna padta hai charge rejection ka intezar Karna hota hai kyunki jab market support aur resistance ke darmiyan long term period ke liye rahti hai to use time ke liye investor ko bhi intezar Karna hota hai ki jab price break out karegi to ya rejection karegi to use waqt trade open ki jaati hai kyunki jab Ham acche tarike se entry point Lete Hain to Ham market se achcha profit Le sakte hain isiliye support aur resistance ke break out hone ka intezar agar aap karte hain to aapko acchi entries mil sakti hain aur aap market Se achcha profit bhi hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	swingtrading-16 (1).png
Views:	1
Size:	111.2 کلوبائٹ
ID:	12594317

اب آن لائن

Working...
X