Explanation about account Hadging in forex trading.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation about account Hadging in forex trading.....
    Assalamu Alaikum dear Forex friends main umaid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge dear friends Jab hum Forex trading business Mein kam karte Hain To sometime kuch aisi situation ho jaati Hai ki Ham market Mein Trend ke against Apne decision making kar lete hain aur vah hamen loss ki taraf lekar ja rahi hoti hai to surat se nikalne ke liye hamare pass jo strateg istemal hoti hai aaj Ham usi ke bare mein apni post Mein Kuchh knowledge aur information share karenge Aur Main ummid Karti Hun ki yah information aapko aisi situation ko solve karne mein bahut jyada madad degi.

    What is Hadging?

    Dear forex friends forex trading market mein hedging aisi strategy hoti hai jo traders ko loss ko kam se kam karne mein bahut zada madadgar sabit Hoti hai trader is strategy se apne loss ko Kisi had tak kam ya control kar sakte hain aur same time vah Apne hone wale pichhle loss ko recover bhi kar lete hain is strategy se profit bhi hasil Kiya ja sakta hai trader ko benefits deti hai Lekin sirf strategy ko apply karne ke time ka correct hona bahut important hota hai Same time hai aapko samna losssy bhi karva sakti hai agar aap Kisi baat apna decision galat Le Lete Hain.

    Click image for larger version

Name:	Forex-Hedging.jpg
Views:	2
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12594058

    Working Strategy:

    Dear forex friends forex trading market mein hedging strategy ko us waqt istemal Kiya jata hai jab Koi trader market mein Apne wrong entry Le leta hai aur usko market ko analysis karne ke bad is baat ka andaza hota hai ki market ka trend change ho chuka hai aur usne galat decision Le Liya hai iski vajah se uski lagaye jaane wali train loss mein ja rahi hai to use waqt vah Apne account per hanging strateg ka istemal karte hue Ek dusre trade apni pichhali trade ke laut size ke barabar Ek dusri trade uski opposite direction mein lagata hai to uski vajah se uska account freez ho jata hai traders yah strategy Apne account ko safe rakhne ke liye aur apne account ko wash ho jaane sy bachany ke liye hadging stemal karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	9133086b8d3e734893f6da939afda165.jpg
Views:	1
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12594059

    Trading Strategy:


    Dear forex friends forex trading market mein Hedging se acche advantages sirf ise surat mein hasil keye ja sakte hain jab deHadging right time per karte hain kyunki Is Tarah Jo traders market ko acchi tarike se analysis karte hain vahi hadging se advantages hasil kar sakte hain traders ko agar market ki knowledge Nahin Hoti to vah profit hasil karne mein kamyab Nahin ho sakte kyunki yah Ek reality hai ki hedging se har trader successful Nahin ho sakta usko istemal bhi nahin karta aur Market Analysis mein experts Jo hote hain vahi Hadging strategy ka istemal karte hue market se maximum profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	BEANFX-GRAIL-HEDGE-SELL-SCENARIO (1).jpg
Views:	1
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12594057

اب آن لائن

Working...
X