Forex trading profit+loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading profit+loss
    Forex trading mein profit and loss ko business ka hisa samjha jata hai.
    But real mein aisa nai. Trading mein profit humari himat e amli se milta hai focus kr k.
    Loss forex mei tbhi hota hai jb hum focus nai krty.
    Trading mein lots ka bht important role hai.
    Micro lots basic training account k liay profitable hoti hai.
    Big lots se loss possible hota hai.
    Es liay micro lot se hi profit earn kia ja sakta hai .demo account pr practice bhi krni chaiy.daily 10$ target kafi hai.
    Sl and Tp bhi lgayn.over trading nai kryn. 10$ daily target se 1month mein km az km250$ bnty hyn. Over trading nai ho to account pr stress nai ata.
    Over trading control ho jay to hr trader successful ho sakta hy. Zeada earnings ka lalach minimum profit bhi waste krta hai. Successful trading mein trading time bhi important hai.
    1pm se 8pm best trading time hota. Es time mein strategy bhi best honi chaiy.candale ki movement pr focus hona chahiay and start mein km az km 10 minutes. Wait kryn k candal ki movement kia hai. Agr sell trend mein ho tb bhi wait kryn
    Last 15 minutes bhi bht important hyn.focus kryn k candal 45 minutes tk kitni speed se move krti rhi .kuch candals last time mein movement mein aati hynSl and Tp bht important hyn .1$ bhi bht hai . trading mein broker k trading signals and indicator signals important hyn. Sath sath price ki knowledge bhi zarori hai. Sometimes price prediction successful trading hoti hai
    Last edited by ; 01-03-2023, 09:02 PM.

اب آن لائن

Working...
X