what is bullish rectangle pattern
bullish rectangle pattern aik kesam ka chart pattern hota hey jes mein price aik bullish breakout candle stick chart par aik side mein or aik limit ke taraf chali jate hey
yeh chart pattern trend contination or trend ko tabdel karnay ka pattern hota hey yeh pattern forex market mein dono kay tor par kam karta hey tahum retail trader zyada tar winning kay imkan ko increase karnay kay ley continuation chart pattern kay tor par estamal kartay hein
Breakout Bullish candle stick
sab say important step jes ko ap care say check karna chahty hein forex market fake breakout say bharay hove hey aik acha breakout bare bullish candle stick kay sath hota hey chonkeh forex market mein yeh sahi breakout ko wazah karta hey dosree taraf Doji candle stick ya chote breakout candle stick bante hey to ap hamesha bare candle stick kay sath breakout ke confirmation ka intazar kartay hein chonkeh forex market mein chote candle stick ke raftar kam hote hey or basic key level ke breakout hamesha high momentum par hote hey
types of bullish rectangle pattern
2 types hein rectangle pattern kay
trend reversal rectangle pattern
trend continuation rectangle pattern
trend reversal mein forex market mein bearish trend kay bad bullish rectangle pattern banta hey forex market mein jab seller market k nechay ke taraf dehkailty rehtay hein to forex market mein bullish rectangle pattern banta hey bad mein bullish trend start ho jata hey
yeh pattern forex market mein sab say zyada continue pattern hota hey or bad mein bullish trend start ho jata hey
forex market mein pattern sab say zyada continue pattern hota hey jes mein wrong break out pattern banta hey ap trade kay analysis mein paish goi or sungom kay sath estamal kar saktay hein