Accumulation / Distribution indicator aik cumulative indicator hota hay jo volume aur price ko use kar kay yeh batata hay kay pair ya stock accumulated hay ya distributed hay, yeh aik volume measure karnay walay indicator samjha jata hay, isko Mark Chaikin nay create kia tha, yeh indicator traders ko supply aur demands kay baray main bhi measure kar kay results provide karta hay, yeh indicator stock price aur volume flow kay darmian divergence ko find karta hay aur traders ko information daita hay kay market kay trend main kitni strength hay, agr price rise kar rahi ho aur indicator fall kar raha ho to trader ko buy ki trade ko open karna chaiay,
Basic function of accumulation / distribution indicator:
Yeh indicator volume aur price ko asses kar kay batata hay kay kia particular pair accumulate ho raha hay ya distribute ho raha hay, yeh traders ko trend ki strength ko find karnay ki aik insight offer karta hay, jahan par price close ho rahi hoti hay is range ko volume say multiply karta hay, yeh indicator cumulative hota hay jis ka matlab yeh hay kay aik period ki value add ki jati hay aur isko closing price say subtract kia jata hay, agr is line ki generally baat ki jay to jab accumulation / distribution line rise karti hay to market ki price uptrend main hoti hay aur agr yeh line fall kar rahi ho to yeh matlab hota hay kay market main down trend hay,
Provision of Bullish and Bearish market information:
Yeh aik momentum indicator hay jo pairs ki top aur bottom prices ko detect kar kay trend reversal ko predict karta hay aur ye pairs ki prices aur market main total sellers aur buyers kay darmian link ko show karta hay is say traders market kay bullish yani accumulating aur bearish yani distributing honay ko janchtay hain aur yeh karnay kay liay woh price aur indicator kay darmian divergence ko identify kartay hain, is indicator ki value ko jab volume say multiply kia jata hay to yeh buying aur selling ki strength ko measure karta hay, jiski base par yeh information daita hay kay price upper ya lower portion main ya kis range main close hua hay, jab yeh high price kay kareeb close ho ga to iska volume high ho ga yeh large accumulation distribution value kay tor par jump kary ga aur jab yeh lowest price kay kareeb close ho ga to iska volume bhi lower hota hay, is case main indicator ki value bhi low ho gi, yeh indicator show karta hay kay aik pair ko supply aur demands kaisay effect karti hain, ye price change ki direction main bhi move karta hay aur is kay opposite bhi,
Trade signals given by accumulation / distribution indicator:
Jab yeh indicator aur stock price dono high peaks banaen to upward trend continue rehta hay aur jab Accumulation / distribution indicator aur stock price low peaks banaen to down trend continue rehta hay, yeh indicator traders ko potential reversal aur trends main prices ki moment ko janchnay main support daita hay, jab pairs ki prices downtrend main hoti hain to Accumulation Distribution indicator uptrend main hota hay jo yeh show karta hay kay market main buying pressure hay aur prices upside ki taraf reverse hoti hain, isi tarah agr indicator rise kar raha ho to accumulation buying pressure increase ho raha hota hay jo upward breakout ka batata hay, jab indicator falling situation main ho to selling pressure high hota hay aur future downward breakout ka signal hota hay, jab stock price rise kar rahi ho aur indicator fall kar rahi ho to negative divergence hoti hay aur buy ka signal hota hay. Jab stock price falling main ho aur yeh rise kar raha ho to positive divergence hoti hay aur sell ka signal hota hay