Hanging Man Candle Stick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hanging Man Candle Stick Pattern
    Hanging man aik aisa candlestick patterns hay Jo Kay aik candle ki shape ka hota hay Jo Kay aik reversal uptrend dikhata candle Stick Pattern ka faida hay Kay unkay Naam se andaza ho jata hy Kay unki shape kia ho g.Jesay Kay hanging main name se pata chal jata hay.Ye aik Bearish Reversal Pattern hay.

    Click image for larger version

Name:	hangingman.png
Views:	6
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12593164

    Appearance of Hanging Man

    Hanging man aik single candle Stick Pattern hay q Kay ye aik reversal candle Stick Pattern hay isliay pattern Kay reversal se phlay reversal hota hy.Market Kay liay uptrend main Hona lazmi nai hay lakin price pattern main price rise ka Hona zarori hay.
    Hanging man spinning Top ki Tarah aik candle Stick Pattern hay.In candles ka small real body hota ha.Spinning top Kay anay main size matter nai krta is main body ka small size matter krta hay.Shahdows ka size varry krta hay shadow k na honay se aik Jesay shadow k honay tak.Spinning Top dosray Candle Stick Pattern Kay components bi banata hay Jesay Kay morning and evening star.

    Click image for larger version

Name:	Hanging-Man-Pattern.jpg
Views:	4
Size:	31.5 کلوبائٹ
ID:	12593168

    Spinning Top ka aik small upper shadow hota hay aur aik bara lower shadow.Jab ye pattern uptrend ya price rise main ae to ye Hanging man kehlata hay.Jab ye price decline ya downtrend main ae to hammer kehlata hay.

    Construction of Hanging Man Candle Stick Pattern

    Tamam Candle Stick Pattern ki Tarah ye 4 base points k sath mil Kay banti hay.Open top pattern Kay pas hota hay.Q Kay 2 data points pas Hain is liay real body small hota hay.Hanging man ka colour black or white ho sakta hay lakin ye hamesha small size Hona chahiye.Hanging man ka bara lower shadow ho ga Jo Kay real body se 2 or 3 times size main bara ho ga.Candle Kay lower or higher dono ends trading day main extremes hoti Hain.Agar Upper shadow hua to wo small ho ga ya ho ga ho nai jis ka Matlab hay open close aur high sab same hn gay.

    Click image for larger version

Name:	tvc_f4f91f3e1468bf5efa1d263b51f299a7.png
Views:	7
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12593169

    Hanging Man Kay real body ka colour matter nai krta iska small real body Hona chahiye jis Kay sath long lower body ho.Lower shadow real body se 2 or 3 times bara Hona chahiye.Market high per open hoti hay aur bullish control krtay Hain lakin trading session Kay end per bearish gain krtay hain aur price ko nichay Le atay hain.

    Click image for larger version

Name:	hanging-man-candlestick.jpg
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12593173

    Key Takeaways of Hanging Man Candle Stick Pattern

    Hanging Man Candle Stick Pattern aik single Candle Stick Pattern hay Jo uptrend main potential reversal dikhata hay.
    Candlestick opening closing high aur low prices ko specific time frame main dikhati Hain aur investors ka impact prices per dikhata hay.
    Hanging man two condition main ata hay.Aik Asset uptrend main ho candle ka small real body aur bara lower shadow ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Hanging Man Candle Stick Pattern

    دی ہینگنگ مین ایک بیئرش کینڈل سٹک پیٹرن ہے جو اپ ٹرینڈ کے آخر میں بنتا ہے۔ اسے پھانسی والا آدمی کہا جاتا ہے کیونکہ یہ رسی سے لٹکا ہوا شخص لگتا ہے۔ پیٹرن ایک واحد شمع دان پر مشتمل ہوتا ہے جس میں ایک چھوٹا سا جسم اور ایک لمبا نچلا سایہ ہوتا ہے۔

    ہینگنگ مین پیٹرن سے پتہ چلتا ہے کہ مارکیٹ ایک نئی بلندی بنانے میں ناکام رہی ہے، اور ریچھ کنٹرول کر رہے ہیں۔ تاہم، یہ بذات خود ایک مضبوط بیئرش سگنل نہیں ہے اور اس کی تصدیق دیگر تکنیکی اشارے یا چارٹ پیٹرن سے ہونی چاہیے۔

    ٹریڈرز ہینگنگ مین پیٹرن کو سگنل کے طور پر فروخت کرنے یا لمبی پوزیشنوں پر منافع لینے یا مختصر پوزیشن میں داخل ہونے کے لیے استعمال کر سکتے ہیں۔ اگر مارکیٹ ان کے خلاف چلتی رہتی ہے تو انہیں ممکنہ نقصانات کو محدود کرنے کے لیے اسٹاپ لاس آرڈرز کا بھی استعمال کرنا چاہیے۔
    • #3 Collapse

      Re: Hanging Man Candle Stick Pattern

      Hanging Man CandleStick Pattern

      Hello dosto,Hanging man candlestick pattern ik bht hi achi candlestick pattern hy.Handing man Bearish reversal samjy jaty hey magar es ki reliability shooting star aur evening star se bilkul be strong nahi hoti, red color key hanging man bullish trend jab key red color key handing man market key bearish trend ya sell pressure ka indication dety hey, hammer shape ki tarha es ki real body upside me small size me hoti hay ye read aur green dono color key hanging man bullish aur bearish trend ki identify kar sakty hey.hanging man Woh hota hai jo Kisi Kaam Mein Ladka Hua Hota Hai Kisika hanging treasury hota hai jo apni trade Mein latak Jate Hain traders ke saath Aisa kab Hota Hai Jab Woh dinner planning K trading karne hai portrait karne se pehle market ki news Zara bhi nahi lete aana hai koi information Lete Hain S A traders achi trading nahi kar sakte ho na isliye traders code of Noida Sector 14 years ago achi trading Kare are you replying cannot read them.



      Hanging Man CandleStick Pattern

      Mere pyare dosto, Hanging man candlestick pattern Mein Ek bahut jyada candle samjhi Jaati Hai Jiski vajah sahi hai ki yah 1 Trend reversal ke Hindi national Hoti Hai Jahan per bhi hanging man kandali Nazar Aaye vahan se trend receiver hota hai agar bullish trend hai to Barish Mein convert ho jaega aur Agar Barish Hai To police Mein convert ho jaega hanging mein use kindly ko kaha Jata Hai Jiska log shutdown aur candle ka showdown iski body Ke Niche ho to usko hanging man kahan Jata Hai Lekin yah uptrend mein iska Universe downtrend main iska inverse Kyon Ke downtrend mein agar showdown niche ho jaaye to pin bar ka rahata hai.hanging man kisi bi pair main direction change ki indication hoti ha hanging man candle 2 qisam ki hoti ha jis main bullish or bearish hoti ha.Bullish candle main jab market k support level pe bany ya phr jab market down aati ha to phr bany to phr confirm up movement karti ha is ley humy is ko dakh k foran buy ki entry lagani chae ha ta k humy ziada sy ziada profit ho or loss bilkal bi na ho or is k alawa humy stop loss zaror istamal karna chae ha ta k humara account wash na ho.Bearish candle resistance level pe banti ha ya phr jab market up movement karti ha or wahan pe ye candle banati ha to phr wahan sy market down aati ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny or humy loss na ho hum ache earning kar sakeny or ache trade open kar k ache earning kar sakeny.



      Hanging Man CandleStick Pattern

      Hi friends,Hanging man mein agar Hum logo ko accha profit banana hai to uske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Jyada Se Jyada kam Kare Hum Log Jitna Hai Jyada kam karte hain Itna Hai Jyada Hum logo ko Hindi main kya fayda hota hai aur hum log is se Kafi achha profit bana sakte hain.Hanging man (hammer candles) ki tarha hi nazar aty hey jo key uptrend se es ko find key ja sakty hey jo key different trend ki taraf eshara karty hey,Hanging man buying or selling signal provide Karta Hai Jise Hum Log Dekh Kar Apne trade ko Saiya sale Karte Hain Is Se Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Hanging Man Candle Stick Pattern

        WHAT IS A HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN :





        Hanging man ak trend reversal candlestick pattern ha ya hanging man pattern huma market ka ak syrong trend ka end ke traf ya pattern dakhna ko mil jata ha or ya pattern ban kara pana previous jo trend chal raha hota ha os ko lost kar data ha or market ma ak new direction ko bannay lagta ha or market ko reverse kar data ha. Hanging man pattern ak signal candles sa mil kar bana hota ha or ya huma strong signal da raha hota ha is hanging man sa phalay jo market ma stick ke price ho ge ya high pressure ka sath upside ke traf ja rahi ho ge or ya upside ke traf jati hoi strong uptrend ko bana rahi ho ge or ya hanging man pattern upside par is uptrend ka top ma banay ga or ya pattern jasa hi banay ga to ya jo upside ke traf stock ke price ja rahi jo ge is ko higher ke traf jana ko stop kar da ga or ya market ka lower jana ka signal dana lag jay ga jab ya hanging man pattern higher ke traf banay ga yo is pattern ka near ma up ke traf resistance level ho ga or ya resistance level huma bata raha ho ga ka market na or up ke traf ni jana ha or ya market ka upward ke traf jana ka strong trend ko decrease kar raha ho ga or is ma stock ke price ka reversal ka bata raha ho ga. Or ya hanging man jo pattern ho ga ya forex market ma hammer candlestick pattern ka opposite ma ho ga q ka jo ya hammer pattern ho ga ya market ka lower side ke traf downtrend ka bottom ma banay ga or ya bottom ma ban kar stock ke price ko upside ke traf lower sa reversal karna ka kam karay ga.




        FORMATION OF HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN :




        Is hanging man pattern ke formation market ka chart ma ak single candle sa ho ge or ya jo is hanging man pattern ke single candle ho ge ya market ka graph ma ak specific sequence ma ho ge or ya market ka reversal ka signal da rahi ho ge. Is hanging man pattern ke jab formation ho ge to is sa phalay stock ke price ak higher pressure sa market ko up ke traf la jati hoi uptrend ko bana raha ho ga or ya hanging man pattern is uptrend ka higher sa open ho ga or is hanging man ke jo formation ho ge ya uptrend ka top ma ak signal candle sa asa banay ga ka jo is ke single candle ho ge jo ka ak small real body candle sa bani ho ge or is ke ya small real body ho ge ya higher ke traf ho ge or is ke is small real body ka lower ke traf ak long lower shadow ho ga or ya jo lower shadow ho ga ya is ke real body sa double ho ga or is ke jo ya candle ho ge ya uptrend ka bad ak small up ka gap ka bad open ho ge or ya jo hanging man body ke real body ho ge is ka higher ke traf koi shadow ni ho ga or is ka higher point resistance level ka near ma ho ga or is ke jo small real body ho ge ya bullish ke bhi jo sakti ha or bearish ki bhi ban sakti ha magar is hanging man ke candle bearish ke banay ge yo market ka lower ke traf jana ka strong pressure ho ga.




        TRADING WITH HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN :




        Jo ya hanging man pattern ho ga ya traders ko market ka downward ke traf jana ka signal da raha ho ga q ka ya hanging man pattern banta ha to is time par stock ke price bullish ma hoti ha or ya hanging man 8s bullish ko end karta hua market ke price ko bullish sa bearish ke traf reversal karay ga. Jab ya hanging man pattern banay ga to is sa pattern ka bannay sa phalay market ma buyers ka traders ho ga or ya jo buyers ka traders ho ga ya stock ke price ko upward ke traf la kar ja raha ho ga or ya buyers ka traders market ko higher ke traf la jata hua market ko high ma resistance level ka near ma la jay ga or ya jo hanging man ho ga ya higher ma jab resistance level ka near ma banay ga to ya huma batay ga to ya higher ma jana ka stop hona ka bata raha ho ga or jab is hanging man candle banay ge to jo buyers ka traders ho ga is ka market sa exit hona ka pata chal raha ho ga q ka jo is pattern ke real body banai ho ge ya sellers ka traders sa bani jo ge or is ka lower ke traf jo long shadow jo ga ya bhi in sellers ka pressure sa ban kar traders ko stock ke price ka lower jana ka bata rahi ho ge ya hanging man pattern ban huma bata raha ho ga ka jo lower ke traf shadow ha ya huma market downward jana ka bata rahi ho ge or jo is ka near ma resistance level ho ga ya price ko higher ni jana da raha ho ga or traders ko strong lower ka signal mila ga or traders is ma sell ke trade ko is ka jo lower shadow ho ga is ka lower sa enter karay ga or is ka stop loss point higher ma place karay ga.

        • #5 Collapse

          Re: Hanging Man Candle Stick Pattern

          Useful content and different pattern in forex:
          candle design Mein Ek bahut jyada light samjhi Jaati Hai Jiski vajah sahi hai ki yah 1 Pattern inversion ke Hindi public Hoti Hai Jahan per bhi hanging man kandali Nazar Aaye vahan se pattern collector hota hai agar bullish pattern hai to Barish Mein convert ho jaega aur Agar Barish Hai To police Mein convert ho jaega hanging mein utilize sympathetic ko kaha Jata Hai Jiska log closure aur flame ka confrontation iski body Ke Specialty ho to usko hanging man kahan Jata Hai Lekin yah upturn mein iska Universe downtrend principal iska reverse Kyon Ke downtrend mein agar standoff specialty ho jaaye to stick bar ka rahata hai.hanging man kisi bi pair primary heading change ki sign hoti ha hanging man candle 2 qisam ki hoti ha jis fundamental bullish or negative hoti ha.Bullish candle primary hit market k help level.




          Candlestick advantages:
          pe bany ya phr poke market down aati ha to phr bany to phr affirm up development karti ha is ley humy is ko dakh k foran purchase ki passage lagani chae ha ta k humy ziada sy ziada benefit ho or misfortune bilkal bi na ho or is k alawa humy stop misfortune zaror istamal karna chae ha ta k humara account wash na ho.Bearish light opposition level pe banti ha ya phr hit market up development karti ha or wahan pe ye candle banati ha to phr wahan sy market down aati ha is ley humy both soch samj k exchanging karni. market ka descending ke traf jana ka signal da raha ho ga q ka ya hanging man design banta ha to is time standard stock ke cost bullish mama hoti ha or ya hanging man 8s bullish ko end karta hua market ke cost ko bullish sa negative ke traf inversion karay ga.


          Perfect mathod of trading:
          Poke ya hanging man design banay ga to is sa design ka bannay sa phalay market mama purchasers ka brokers ho ga or ya jo purchasers ka dealers ho ga ya stock ke cost ko up ke traf la kar ja raha ho ga or ya purchasers ka merchants market ko higher ke traf la jata hua market ko high mama opposition level ka close to mama la jay ga or ya jo hanging man ho ga ya higher mama hit obstruction level ka close to mama banay ga to ya huma batay ga to ya higher mama jana ka stop hona ka bata raha ho ga or punch is hanging man candle banay ge to jo purchasers ka merchants ho ga is ka market sa exit hona ka pata chal raha ho ga q ka jo is design ke genuine body banai ho ge ya venders ka dealers sa bani jo ge or is ka lower ke traf jo long shadow jo ga ya bhi in venders ka pressure sa boycott kar dealers ko stock ke cost ka lower jana ka bata rahi.




          One type of hanging man candlestick:
          ho ge ya hanging man design boycott huma bata raha ho ga ka jo lower ke traf shadow ha ya huma market descending jana ka bata rahi ho ge or jo is ka close to mama obstruction level ho ga ya cost ko higher ni jana da raha ho ga or brokers areas of strength for ko ka signal mila ga .Candle Example ki Tarah ye 4 base focuses k sath mil Kay banti hay.Open top example Kay pas hota hay.Q Kay 2 information focuses pas Hain is liay genuine body little hota hay.Hanging man ka variety dark or white ho sakta feed lakin ye hamesha little size Hona chahiye.Hanging man ka bara lower shadow ho ga Jo Kay genuine body se 2 or multiple times size fundamental bara ho ga.Candle Kay lower or higher dono closes exchanging day primary limits hoti Hain.Agar Upper shadow hua to wo little ho ga ya ho ga ho nai jis ka Matlab roughage open close aur high sab same hn gay.

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Hanging Man Candle Stick Pattern

            Introduction


            candle stuck patteren ke naam bohat wazeh aur wazahati hain. un ke naam yeh samajhney mein madadgaar hain ke woh kis qisam ke namoonay hain aur chart mein un ke kahan paye jane ka imkaan hai. phansi wala aadmi itna hi bura hai jitna is muamlay mein lagta hai. yeh bearish rewarsal patteren ki numaindagi karta hai .

            tamam infiradi mom batian chaar data points se bani hain. un mein se chaar hain : khula, band, ouncha aur kam. yeh data points jan-nay walay tajir ko belon aur rechhon ke darmiyan jung ki mojooda haalat ko samajhney mein madad karte hain, jo ke market mein hissa lainay walon ki aksariyat hai. candle stuck patteren har waqt ke fraimoon mein zahir ho saktay hain, lekin hum is muamlay mein rozana qeemat ke patteren par tawajah markooz karen ge .

            Appearance of the Hanging Man

            aik hi mom batii ki chhari ka patteren phansi aadmi ko bananay ke liye istemaal kya jata hai. chunkay yeh aik ulat patteren hai, is liye patteren ke zahir honay se pehlay is ke liye kuch hona zaroori hai. market ka oopri rujhan mein hona zaroori nahi hai, lekin patteren ke zahir honay se pehlay qeematon mein qabil shanakht izafah hona chahiye .

            phansi wala aadmi ghoomnay wali taap candle ki misaal hai. yeh chhootey jismon wali asli mom batian hain. aspnng taap ki tashkeel mein saaye ka size ghair ahem hai. jo cheez ahem hai woh haqeeqi jism ka chhota size hai. saaye ka size mukhtalif hota hai aur yeh baghair saaye se le kar oopar aur neechay aik hi size ke saaye tak, asli jism ke oopar ya neechay lambay saaye tak ho sakta hai.

            ghoomnay wali chotain mom batii ke deegar namonon jaisay subah aur shaam ke setaaray mein bhi mil sakti hain .

            is muamlay mein ghoomnay wali chouti par aik chhota ya ghair mojood oopri saya aur aik lamba nichala saya hota hai. yeh patteren aik hanging mean ke tor par jana jata hai jab yeh oopar ke rujhan ya qeemat mein izafay ke douran zahir hota hai. usay hathora kaha jata hai jab yeh qeemat mein kami ke baad ya neechay ke rujhan ke douran hota hai.

            jaisa ke hum dekhen ge, un dono candle stuck patteren ki tshrihat bilkul mukhtalif hain. candle stuck ke tamam namonon ki terhan, qeemat ke chart par patteren ka maqam is ki tashreeh ke liye ahem hai .

            Construction of the Hanging Man

            chaar data points, jaisa ke tamam mom batii ke namonon ke sath, un ki taamer mein istemaal hotay hain. khulay aur band dono patteren ke oopri hissay ke qareeb hain.

            asli jism chhota hai kyunkay dono data points aik dosray ke qareeb hain. phansi par latakaye hue aadmi ka asli jism siyah ya safaid ho sakta hai, lekin yeh chhota hona chahiye.

            latkay hue aadmi ka nichala saya is ke asal jism se do ya teen gina ziyada hoga. mom batii ki kam aur ziyada ( hamaray muamlay mein, tijarti din ) tijarti din ke douran qeemat ki had ke intehai siray par hotay hain. oopri saya ho sakta hai ya nah ho. agar wahan aik chhota sa oopri saya ho ga .

            Understanding the Psychology

            bail aur reechh har waqt ki jung mein masroof rehtay hain. is kabhi nah khatam honay wali jung ki tashreeh qeemat chart ke zariye ki jati hai. candle stuck charts qeemat ke namonon ki intehai basri tashreeh faraham karte hain. aik tajir aik makhsoos candle stuck patteren ko dekh kar fori tor par basri ishara haasil kar sakta hai ke market par kis ka control hai.

            mom batian, jo pehli baar Japan mein chawal ke taajiron ne 1700 ki dahai mein istemaal ki theen, un ki dilkash eslehaath aur tashreeh mein aasani ki wajah se maghrib mein maqboliat haasil ki hai .

            phansi par latakaye hue aadmi ke asal jism ka rang ghair ahem hai. aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya darkaar hai.

            nichala saya haqeeqi jism se kam az kam do gina lamba hona chahiye, trjihan teen gina lamba hona chahiye. market bulandi par khulti hai, jis mein bail kamaan mein hain. tijarti session ke douran, taham, reechh control haasil karte hain aur qeemat ko kam karte hain. bail dobarah control haasil karte hain aur qeemat ko ziyada chillate hain. woh kabhi kabhi qeematon ko khulay se ziyada band karne mein kamyaab ho jayen ge, lekin woh hamesha qeematon ko khulay se ziyada band karne mein kamyaab nahi hon ge. dono sooraton mein aik chhota sa asli jism bantaa hai .

            Interpreting the Psychology

            hathora aur latakaye hue aadmi ki qeemat aik jaisi hai, lekin un ki tshrihat bilkul mukhtalif hain. yeh un ki qeemat chart ki position ki wajah se hai. qeemat mein kami ke baad hathora istemaal kya jaye ga. yeh taizi ka ulat patteren hai kyunkay is se zahir hota hai ke session ke douran market buk gayi, lekin phir belon ne qadam barha kar qeemat ko barha diya. jab phansi wala shakhs qeematon mein izafay ke baad zahir hota hai, to yeh mandi hoti hai kyunkay is se zahir hota hai ke qeemat kayi dinon se barh rahi hai.

            bail mukammal command mein thay. taham, jis din phansi par latka sun-hwa aadmi banaya gaya, shuru mein bail kamaan mein thay. taham, session ke douran, reechh ne qadam rakha aur qeemat ko kam kar diya. bail aa gaye .

            اب آن لائن

            Working...
            X