Double Bottom
Dear Friends! Jab ap market ki movement ko carefully dekhty Hain to ismein yah different images banati rehti hai aur ham Agar isko properly samajhna Chahte Hain To iski different ways ko properly learn karna hoga aur iski different pictures ko Samajh Kar Apna benefit Hasil karna hoga. For example job market different ways me movement kar rahi hoti hai to ismein different patterns bante Hain jismein different pictures aapke Samne Aati Hai inmein se kuch important patterns main aapke Samne explain karne ki koshish karta hun.
Forex Market mein double bottom tab hi banta hey jab price uper se nichey ki taraf move karne ke mood mein ajati hey aur is trha se aik double Bottom nichey se bhi banta hey jisko hum Reversal Double Bottom kehtey hein aur reversal double bottom us waqat banta hey jab price nichey se uper ki taraf mood mein ajati hey isliye hamen chahiye keh isko always find kartey rahen kioun keh yeh jab bhi market mein banti hey to market mein hamen aik achi trade dekhne ko mil jati hey aur hum market mein aik achi trade karne ke qabil ban saktey hein yeh ham daily basis par H1 ke chart par bhi find kr saktey hein aur uske ilawa agar hum H4 ka chart dekhen to us mein hamen weekly dekhne ko milti hey aur yeh kafi acha aur profitable pattern he isko hamen kabhi bhi miss nahin karna chahiye.
Double Bottom Patterns
Double bottom pattern aapane bahut hi acche tarike se explain karne ki koshish ki hai aur aapane iske sath sath Jo iska chat diya hai usse Hamare liye bahut aasani ho rahi hai ki Ham isko properly samajh sake junior members ke liye yah Ek bahut hi informative post hai aur vah is Baton ko aasani ke sath samajh sakte hain mein Apne Alfaaz Mein is Baton ko aap ke samne rakhne ki koshish karta hun.
Dear jab market Mein double bottom pattern banta hai to usmein market ki movement Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ke sabse pahle market Ek button level per Chali jaati hai aur uske bad market correction karne Thodi Si movement karti hai aur aur bottom level se upar Kuchh Den Kuchh der tak rahti hai aur FIR Kuchh time ke bad market FIR bottom level Tak jaati hai aur donon bottom level Ke Darmiyan Kuchh gap Hota Hai Jab second time market but I'm level par jakar FIR Upar ki taraf movement karti hai to aap picture Mein dekh sakte hain ki Iske 2 different bottom with gap Ban Jaate Hain isko double bottom pattern Kaha jata hai.

- Double Bottom pattern
- Head And Shoulders pattern
- Scoop Patterns
- Neckline Pattern
- Bullish Flag Patterns
- Bearish Flag Patterns