Define Pip, Nano Pip and Puppet?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Define Pip, Nano Pip and Puppet?
    What is pip.

    Dosto, baat ki jay pip ki to Pip ka matalb hota hai Percentage In Price. Ye minimum vaule hai jis ma market currency ko calculate kiya jata hai. Ik show karta hai k ik currency dosri currency k mukablay ma ketni change hoe hai jb k 2no ko forex pair ma represent kiya jata hai. Zayada tar pair ma pip decimal k bad 4th number ko indicatr karny k lae use kiya jata hai. Kuch currencies ma ye decimal k bad second number ko show kar karny k lae b use hota hai. Market ki movement k bary ma b ham pip ka lafz use karty hain k market ketny move move kar gae hai. Spread ko b ham pips ki sorat ma he measure karty hain. Stop loss or take profit ko set karny k lae b hamy pip ko consider karna hota hai. Jb trade over ho jati hai to trader ko ya to kuch pip ka profit hasil hota hai or ya etny pip ka loss hota hai. Profit or loss k lae ham en pip ki value ko calculate karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-20T143040.334.png
Views:	3
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12592553

    Nano pip.

    Dosto baat ki jay Nano Pip ki to forex me prices ki measurement method baki sb methods sy zayada accurate ni samja jata hai. Nano pip ko ham pippet ki name sy b janty hain. Nano pip ki defination ye hai k ye decimal k bad 4th number ki bajae 5th number ko kaha jata hai. Misal k tor par ik currency value ki value change hoe hai 6.9876 sy 6.98794 eska difference 0.00034 banta hai eska matlab hai k trader ko 34 nano pip mele hain. Ye method bhot small change ko show karta hai jo ham ignore kar dety hain. But jesa k pehle kaha giya k ye method etna effective ni hai kiu k bhot sy trader etny small chage ki taraf tawajo ni dety or esko ignore kar dety hain. But atleast hamy eska pata zarur hona chahe.

    Click image for larger version

Name:	pip-in-Forex.png
Views:	1
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12592554

    Pippet

    Dosto baat ki jay puppet ki to pip ki further small classification pippet hoti ha jisay hm nano pip kehtay hain, ye pip kaa 1/10 b ho sakta ha, pippet bht small value k liay use hota ha aur decimal point k baad 5th (0.00001) ya is sa next value hoti ha, lihaza kisi pair ma is tarah ki small change ko trader ignore kar daitay hain, pips ki value k liay different types of lots b hoti hain jinhain standard, micro aur mini lot kehtay hain, nano account k liay hm micro lots use kartay hain, market ki up and down moments ko b hm pips ma measure kartay hain aur different pairs k spread ko b pips ma measure kia jata ha, trading tools ko set karnay k liay b pips ko proper use karna chaiay ta k safe trade possible ho sakay aur hm thek calculation kar sakain.

    Click image for larger version

Name:	intro-forex-pips-2 (1).png
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12592555
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X