High And Low Spread In Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High And Low Spread In Forex Trading.
    Assalam Walekum dear Forex member I hope after khairiyat se Honge aur Apna best worker kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni working ko complete karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur daily ka target complete karna hota hai agar aap is market Mein daily ka target complete karte hain aur acche analysis ke sath trading karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai aapko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap is market Mein Roj regulation ko follow Karen agar aap rules ke against Jaenge to aapko ismein sirf aur sirf nuksan Hoga nuksan se bachne ke liye aapko experience aur learning ke Jaruri hoti hai aur aur is market mein aapko demo account use karna hota hai agar aap demo account per acchi Tarah practis karte hain to aapko ismein bahut hi fayda Milta hai aur aap acche experience ke sath kam kar sakte hain aapke liye experience aur learning bahut hi important hai agar aap usmein without learning ke trading karte hain to aapko nuksan hoga aaj main aapse ik aise topic per baat karungi jo aap ki trading ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic hai High And Low Spread Kya Hai.

    What is Low Spread:

    Dear forex member Aisay borkers jin kay low spread hotay hai wo bhot popular hotay hain khas tor par scalping traders kay liay, Kiun kay scalping ka matlab hota hai bhot ziadda trades open karna. So agr spread ziada ho ga to unko ziada amount pay karna pary gi jis ka effect unk overall profit par parta hai. Kahe cases ma to ye commission 100 pip hota hay, low spread brokers ham say commission to low charge karty hain laiki ya to unky pas trading kay liye securities ki wide range available nai hoti ya phir unki services satisfactory nai hoti. Lihaza hamain broker ki selection karty hui careful rehna chaiay

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-20T133019.172.jpeg
Views:	1
Size:	58.1 کلوبائٹ
ID:	12592550

    What is High Spread:

    Dear High spread ka nuqsan un traders ko ziada hota hay jo scalping kartay hain, ya aisay traders jo short term trading ya short time frame per bar bar trade kartay hain, kiun kay is waja say woh har dafa trading order ka commission pay karty hain. Aur akhir main jab woh accommulative calculation karty hain to unhun nay baz dafa profit and total earning ka taqreeban 40 to 50 percent broker ko pay kia hota hay. asy broker hoty hain ki bid price or ask price ma bhot ziada difference hota hai. Es ki he waja sy trader ko high commission pay karna parta hai or es ka sb sy ziada effect scalpers ko hota hai kiu k wo ik din ma bhot sary orders open karty hain or har trade par unko commission pay karna hota hai.

    Understanding A High Spread And A Low Spread:

    Dear forex member forex main low spread walay brokers kafi popular hotay hain aur maximum traders un par hi trade karna chahtay hain aisay brokers par scalping kafi effective hoti ha, tamam brokers k spread different hotay hain, low spread walay pairs par trade ki waja sa trader k loss k chances minimum hotay hain q k agr thek trade open ki jay apki to wo jaldi profit ma chali jati ha, high spread walay brokers ki bid price aur ask price ma ziada difference hota ha, is ma trade kartay huay profit late start ho ga q k apko pehlay spread ki bari value clear karni parti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-20T133053.974.png
Views:	1
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12592551

    How To Calculate The Forex Spread And Costs:

    Dear forex member market mein bahut Sare broker Hote Hain Jo is market Mein Hamen trade Karva Rahi hote hain Hamen broker Mein spread ko dekhna hota hai jo broker Hamen thoda separate per trade lagva Raha hota hai vah ham use per investment Karke kam kar sakte hain aur apne account per Jyada profit banaa sakte hain.

    Dear Jab aap Kisi broker ko join karte Hain to uske against aapane broker ko har entry per Commission Dena hota hai kuchh aise brokers hote Hain Jo aapse minimum Commission charge kar rahi hote hain kuchh aise proper hote Hain Jo aapse jyada Commission charge kar rahi hote Hain Jab bhi aap market mein working karte hain aapko market mein broker ki Commission ka comparison jarur karna chahie aur lo Commission wale brokers ko jyada Commission wale broker ke sath compare karne ke bad hi Apne broker ki selection Karni chahie.

    Dear Jab Ham market Mein trade open karte hain to usmein separate ki bahut jyada importance Hoti Hai Kyunki Ham jo bhi trade start karte hain usmein Agar separate kam hoga to Hamari trade per Kafi jyada fayda ho sakta hai isliye Hamen Aise broker per account banana chahie Jiska separate bahut hi kam ho.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-20T133039.622.png
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12592552

اب آن لائن

Working...
X