Types of Charts and Major Candlesticks Used in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of Charts and Major Candlesticks Used in Forex
    Dear friends MT4 trading terminal py market ki price movements ko dakhny kay leay 3 qisam kay charts use hoty hain.

    Candlestick Chart

    Line Chart

    Bar Chart


    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-19T144909.100.jpeg
Views:	4
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12592377

    Dosto in Charts ki madad sy ham market ki movement ko graphic presentations say Hamen show Kia jata Hy. Jesa Kay oper btaya Hy ap ko Kay ye charts basically 3 types kay hotay hain. Jin mai lie chart pehli qisam hai jiss mai market movement ki lines banti jaati hain aur lines ka graph banta hai. Dusri type bar chart ki hoti hai jis mai trading terminal pay bars he market ki movement ko represent kerti hain aur teesri aur aakhri type candle stick patterns ki hoti hain.

    Candlestick Charts

    Candlestick charts sub say ziada use honay wala chart hai jiss mai market mai honay waali movements ki graphic candles kay zariye presentation hoti hai. Candlestick pattern aik aisa chart pattern hai jiss mai traders Agar seekh lain tou unhain kisi indicator ki zarurat nahi rehti hai kiyu kay iss pattern ki candles ko he aisay design kia gaya hai kay her qisam ki movement pay candles ki shape change hoti ho aur candles ki shapes say he market kay trends aur movements waghaira ko samjha jaa sakta hai

    Line Chart

    Dosto is main chart aik line main show hota hay aur market ki movement ko ye line upar nechy ho kar show karti hay aur es chart ko agar hum use karty huway trade karna chahty hay to bohat sari strategies es chart par use ki ja sakti hay.

    Bar Chart

    Dosto Bar Chart bhi market main use hota hay is chart main aik simple bar hoti hay jis ko hum is chart main daikh sakty hay is trha ka hota hay is chart main bhi achi trading ki ja sakti hay

    candlesticks ki Types

    Dear friends Candlestick chart me candles ki further bhi bht types Hoti hen ki waisy to bahot sari types hain lkn major 12 types hain agr in ko smjh lea jay to forex trading ma bahot asani sy profit bnaya ja skta hai forex trading ma chart aik leading role rakhta hai aor apko confidence bhi isi system sy hasil hota hai lehaza ap ko chart kp smjhny ky leay in candlestick ko smjhna chye.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-19T145015.775.jpeg
Views:	2
Size:	38.3 کلوبائٹ
ID:	12592378

    1. Pin bar bullish bearish

    2. Doji

    3. Evenin morning star

    4 marbuzu candle

    5. Bullish engulfing pattern


    Reason to use Different Charts

    Dear friends ye three type Kay charts sy hum market ko achi trha se analysis kar skty hain jis se hmain hmari trdaing main trend k sath trdaing karny main asnai hoti hai or hmain loss bhi hony kchnaces kam se akm hoty hain es liye hmain chahhye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain tu sub he charts ka knolwedge ko gain krna chahye kyun kay jub hum trading k tools ko achi trha smjh kar use karen tu hmai hmari trdaing main loss hony k chnaces kam se kam hotuy hain or hum apni trdaing main acha profit gain kar skty hain tu sub e charts ka knolwedge gain krna sub k liye faida and sabit hota hai.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X