Three Stairs Steps Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three Stairs Steps Pattern
    Three Stairs Steps Pattern

    Three stair steps Pattern market mein technical analysis ky liye use kiye jany wala ek pattern hai. Yeh pattern stairs ky steps ki shape mein 3 steps banata hai aur market ki movement ko kisi time frame mein dekhty huey isko observe kar ky is pe trades kar skty hain. Yeh pattern aapko market mein good entry aur exit points ky sath sath trends reversal ki information bhi deta hai. Isi trha breakouts ki surat mein aap maximum profits gain kar skty hain. Yeh market mein short term trading ky liye istemal ki jany wali strategy hai aur is mein aap different points par entries le skty hain.

    Yea pattren aik trend indicator pattern hai Jo ke price ke up train ko show karta hai hi joker suddenly down ho jata hai is mein aap uptrend ko aik large bullish candle Ki Surat mein dekh sakte hain job price ek jagah per jakar satle Ho jaati hai To to vah dobara down Ho jaati hai aur ek Naya up trend create karti hea to ub is patton ki basic sport aur resistance ko samajhte HainResistance point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement oper ki janib hoti hay to aik level aisa hota hay jaha tak k market ja kar wapis ati hay ya phir wha par market pohanch kar oper chali jati hay, to us level ko resistance level kehtay hain, resistance level pivot point ki madad say nikalta hay, aur resistance k commonly teen levels hotay hain, jo market ki volatility ko nazar may rakh kar nikalay jatay hain.

    Ye pattern long term trading k lae use kiya jata hai. Market agr down fall kar bottompar ponch jae to buy or agr market up move kar high peak par ponch jae to long sell ki trade ko open karna hota hai. Ye ik long term ki trade hamary lae big profit ka zaraya ban sakti hai. But es long term trading ma hamy kuch precaution ko zarur adopt karna chahe.Forex trading me different important market pattern after technical analysis ko perfect kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein different important battles ko carefully study Karke apni trading per apply Karen. Market ki technical movement ko properly learn karne ke liye yah market pattern aapke liye bahut jyada help ho sakta hai is market pattern Mein pahle market bullish trend Mein movement karti hai aur uske bad FIR apni retracement Karti Hai FIR second time bullish trend mein apni movement karti hai aur FIR retracement Karti Hai third time FIR bol stand Mein movement Karti Hai Aur Is Tarah gradually step-wise 3 stairs banati hai.

    Click image for larger version

Name:	222.jpg
Views:	4
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12592343

    Precautions needed to be adopted in three stairs step pattern

    Three stair step pattern ma ik to hamy small lot ko use karna chahe kiu k big lots bhot dangerious hoti hai. Jo trader big lot ko use karta hai agr market usko follow na kary to usko bhot zayada loss ho sakta hai. Secondly es patterm k sath hamy munsib stop loss ko b use karna chahe jb market pehle step par ponchy to hamy apna stop loss entery point par ley ana chahe or jb market second step par ponchy to trader ko apna stop loss first step par move kar lena chahe. Ese tarha market jb third step par ponchy to trader ko stop loss second step par ley ana chahe. Es long term pattern par blindly trust karna thek ni hai es sy trader ko big loss b ho sakta hai kiu k market ki movement ka kuch bahrosa ni hota. Dear jab aap market ki movement ko properly Learn kar rahe hote hain to ismein aapko market ki different impulse aur corrective movements follow kar rahe Hote Hain Jab market bullish trend Mein movement kar rahi hoti hai sone time market mein vah bahut dafa market Mein retracement kar rahi Hoti Hai Jiski basis per aap market ko easily learn kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	333.jpg
Views:	2
Size:	48.2 کلوبائٹ
ID:	12592344

اب آن لائن

Working...
X