Bollinger Bands Indicator, Trading Strategy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Bands Indicator, Trading Strategy.
    Aaj ham aik bahut hi important indicator per behas krain gay aur is say yea janne ki koshish karen gay kay yea indicator trading ko kis tarah say useful trading mein badal sakta hai is trading indicator ka naam hai bollinger band trading indicator hea aur yea Ye indicator trend ki simat ki behtar tasweer haasil karne aur mustaqbil ki market ki harkat ya movement ke baray mein signals haasil karne ke liye iss ko istemaal karne ke kayi tareeqay hen, lekin bohat se dosray tools ki terhan yeh mustaqbil ki predictions nahi karta aur hamesha ki terhan, time frame jitna lamba ho ga signals itnay hi ziyada qabil aetmaad hon gey aur friends Bollinger bands indicator ka use bhot asan han isliye trader ko iska related apna knowledge complete kerna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	5
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12590479

    Bollinger Bands Indicator, Description.

    Bollinger Bands Indicator kay kaam karny kay tareeqay main kuch is tarha kay bollinger bands price envelope hota han jis ko Standard deviation levels sa plote kia jata ha aur jo aik simple moving average line kay ooper aur nicha hoti han aur friends aap ko btata chaloon kay Bollinger Bands indicator man upper aur lower levels hota han jo kay positive aur negative standar deviation hoti ha aur central level simple moving average jo past twenty period ki price ka average batati hai aur friends Market price ki bands k dermiyan movements ki swings per trading ker k ak acha gain hasil kar sakta ha. Is swing ko scalping strategy man use kar k trader bhot acha gain hasil kerta han aur friends bolling bands indicator kay bands k dermiyan distance ager normal sa berh raha hon to is ka matlab hai kay market ka cuurent trend reverse hona lagaha aur is per trade long term ki trader ker sakta hai iska matlab ha k market price ka current trend further continue raha ha ga aur ye market trend ki continuation ka signal hota haI.

    Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	2
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12590480

    Trading at Bollinger Bands Indicator.

    Bollinger Bands Indicator indicator kay sath agar RSI aur MACD trading indicator ko use kiya jaaye to bahut hi acche aur na kabale yakin trading result hasil kiya Ja sakte hain is ko is tarha say samjha ja sakta hea kay trading ma market currently middle band ko crosa kar lower band ki taraf move kar rahi ho to es ka matlab ye hota hai k trader ko sell ki trade open karni chahe. En signals ko trader ko chahe k wo apny experience k sarh judge kary aur jo trader blindly forex indicator k signals ko follow karty hain unk lae profit ko hasil karny ma bhot problem hoti hai aur dear traders market ki current location middle band ko cross kar upper band ki taraf move kar rahi hoti hai to es ka matlab hai market ma up trend hai or trader ko buy ki trade ko open karna chahe

    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	20
Size:	33.0 کلوبائٹ
ID:	12590481

    Advise for Traders.

    Kisi bhi trading indicator ko hundred percent accurate aur complete trading indicator nahin samajhna chahie Kyunki yah sirf indicator hote hain jo trading ko profitable banane ke liye trading mein istemal kiye jaate hain kisi bhi trading indicator ko blindly follow nahin karna chahie is say trader ko nuksan bhi ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	26
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12590482

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X