Forex trading kaise karni hay???
Introduction
Assalamu Alaikum Tamam dost kaise hain khairiyat Se Hain Aaj ka Mera topic jo
hai voh trading ke mutalek hai main aapko yah batana Chahunga ka forex main traiding
ce bahoot asani kay sath hum profit taking kar saktay hen lekin in sabki buniad is baat
par hoti hay kay market kay mutalik humara analysis kafi acha hona chaye market ka
utar charao apko maloom honay chaye market ko samjne ka bad main apko btata chalon
ka profit taking kafi asan ho jati hay. Top Trend in Bullesh Marketis sorte hal main market main buyer kafi ziada tadad main mojod hotay or market ka graph
oper ki janib jata hay humay observation kay sath buy ki trade lagani chaye ta kay hum profit
earning kar sakay is mode main indicator kay ulat trade lagany ce ehtiat karen or apny
nuksan ce bachen.
Gaining of Profit in Bearish Market
Dear friends jab market main jab bearish ka rujhan bahr raha ho to yeh samjen ka buyer
kam tadad main hen or sellers kafi ziada ic time aap indicators par observation rakhen or sell
ki trade ki trade laga kar kafi asani ce profit gain kar saktay hen.
TP Limts.
Friends jab aap trade lagayen to Take Profit limit zaror lagyaen is ce apko target tak ponchny
main asani hoti hay or aap profit earn kar latay hen jab kay dosri sort main agar aap TP ni
lagatay to jab market down ho yah up ho or apki trade tak ponch jaye ti apka profit kam ho jata hay.