Taweezer Bottom Candlesticks Pattren in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Taweezer Bottom Candlesticks Pattren in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear for AX member Umaid Karti Hoon aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge liye Jab aap is market Mein Apni working ko complete karna chahte hain to aapko daily hard work karna hota hai aur acche analysis ke sath training hoti hai agar aap market Mein different analysis per completely study karte hain to aapko maximum advantages available hote hain aapko is market mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie aur acche ke sath trading Karni chahie agar aap ismein planning Karke trading karte hain to aapko is market mein bahut jyada fayda mil sakta hai market mein bahut jyada pattern Ban Rahe Hote Hain Har patterns ko samajhkar trading karna hoti hai aur Market Mein different candles ban rahi hoti hai Inko Samajh Kar aap acchi entry Le sakte hain Jab aap is market Mein Apni entry ko best banana Chahte Hain To aapko market Mein proper time Dena hota hai aur different time frames Mein analysis karne hote hain aaj main aapse bahut important information discuss karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Taweezer Bottom Candlesticks Pattren kya hai hum es par kesy kaam kar k trading ko profitable bana sakhty hain.

    Definition Of Taweezer Bottom Candlesticks Pattren:

    Dear forex member Tweezer bottom candlestick pattern 2 days candles per mushtamil Ek bullish trend reversal pattern hai jo ki price k bottom per ya bearish Trend ke bad banta hai yah pattern market Mein price ke masjid Bearish Na jaane se rokane aur bullish trend reversal ka signal Deta Hai tweezers bottom candlestick pattern Dekhne Mein Seme matching low candlestick pattern Jaisa lagta hai lekin tweezers bottom candlestick pattern Mein Pahli candle bearish aur dusri bullish Hona jaruri hai tweezers bottom candlestick pattern ke banane ki Piche ki psychology Kuch Is Tarah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price Mein Pahli candle Ek Khas bearish point per close Ho Jaati Hai Aur dusre Din Ki candle bullish banne ke bad sem Pahli candles Ke Low Ko touch karne ke bad Apar per close Hoti Hai pattern ki donon candles ke open aur close price Ek dusre se opposite direction Mein Hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-16T180552.925.jpeg
Views:	59
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12590149

    Identification Of Taweezer Bottom Candlesticks Pattren:

    Dear forex member Tweezers bottom candlestick pattern Mein Pahli candle ek strong real body Mein Hoti Hai yah candle color Mein black ya red yani bearesh hoti hai Pehli Baarish candle price may bearish trend ki strongness Dikhati Hai Jo ki pattern ke bad se pahle price follow kar rahi hoti hai Tweezers bottom candlestick pattern ki second day candle Ek Bullish trend ke candle hoti hai tweezers bottom candlestick pattern or matching low candlestick pattern donon Dekhne Mein same Lagte Hain lekin tweezers bottom pattern Mein donon candles ka yah candle ka close point same Hona Jaruri Nahin Hai Jab ke matching low pattern Mein candles ka Low Ya close price same candles Jaisa hota hai jabki dusri candle pahle candle ke close point mein open Hoti Hai yah candle bhi ek strong real body wali candle Hoti Hai Jiska color black ya red Hota Hai.

    Explanation And Chart In Analysis:

    Dear forex member Tweezer bottom candlestick pattern Ek munfarid pattern Hai jismein Shamil candle Ek dusre se different format ya trend yani bulish aur bearish hoti hain pattern Low price area trend Mein Banta Hai Jiski Pahli candle ek strong real body Mein banne wali Bearish candal Hoti Hai dusre Din Ki candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle Pahli candle ke close point ke bad open hokar same long banne ke bad Upar close Hoti Hai pattern ki Pahli aur dusri candle ka Lo Ya close price same hone ki vajah se yah ek strong support level ban jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-16T180606.093.png
Views:	30
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12590150

    Dear forex member Tweezers bottom candlestick pattern price made double bottom pattern banati hai yani price do dafa sem price ya point se reject Ho Jaati Hai yah point price ke liye ek strong support level ka kam Karta Hai Kyunki pattern ki donon candles same point se reject hoti hain jo ki bullish trend ki alamat Hoti Hai bottom candlestick pattern per trading karne ke liye jaruri hai ki price bottom area trend mein ho dusri candlestick ki time frame long term ke hone chahie Jo kam Aaj kam one Day se jyada ho tweezers bottom candlestick pattern per trading se pahle confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki ek real body wali bullish candle Hoti Hai tweezers bottom candlestick pattern ke bad banne wali Teesri Bullish candal per buy ki entry Karen yah position Jyada Tej buying position Sabhi ho sakti hai tweezers bottom candlestick pattern per stop loss ka Lagana jaruri hai Kyunki reversal pattern Jyada reliable Nahin hote hain stop loss pattern ke sabse bottom position Jo ke donon candles ka support level Banta Hai isase Ek Do Peps below position per set Karen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-16T180646.757.jpeg
Views:	6
Size:	35.4 کلوبائٹ
ID:	12590151

    Conclusion:

    Dear forex member Tweezer bottom candlestick pattern Mein donon Din Ki candles different format ya trend yani bullish aur bearish trend ki candles hoti hain yah candle same support position ko Touch Karke Wapas hoti hain jisse price Majid bearish Nahin jaati tweezer bottom candlestick pattern Mein candles ki formation darja jail Tara Se Hoti Hai se pattern mein aapko yah fayda hota hai ki agar aap isko acchi tarike Se samajhte Hain To aapko patterns mein bahut hi acchi entries milati hai aur aap is Aisi entries Lekar Achcha profit banaa sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap is patterns ko acche tarike se identify Karen Taki aapko different analysis karne ko Mile Jiski vajah se aap ek profitable trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-16T180622.378.png
Views:	2
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12590152

اب آن لائن

Working...
X