Details Of Double Exponential Moving Average.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Double Exponential Moving Average.
    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahi Honge Jab aap ismein apni working ko complete karna chahte hain to aapko is market mein bahut jyada benefits Milte Hain aapko is market Mein Apni arning ko increment karne ke liye Jyada Se Jyada hard work karna chahie aur acche energy ke sath trading karna chahie aur is market mein jyada Se Jyada Apne analysis ko strong karna chahie aur demo account per acchi Tarah practis Karni chahie agar aap is market Mein demo account ko use Karke trading Mein acche experience ke sath kam karte hain to aapko ismein maximum advantages available hote hain aapko market Mein different indicators available hote hain aur Har indicators ko Samajh Kar trading karna hoti hai aur Market Mein indicators Hamari bahut jyada helpful hote hain Inko Dekhkar Ham trading Mein acchi entry Le sakte hain main aaj aapse Kaise topic ke related information share karungi jo aapki training ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic hai double Exponential Moving Average kya hai.

    Definition of Exponential Moving Average
    :

    Dear forex member Double Exponential Moving Average (DEMA) ko trading aur market kay trend ko smjhny kay liye use karty hain yah aik line ki traha hota hai jo market main candles k sath sath apni movement show karta hai jis se humain market k trend k bary main bhi information milti hai osk bad humain forex main kamyab ho skty hain q k jub hum indicator ko achi trha se smjh kar apni trading karty hain tab he hum achi trading kar sakty hain friends double moving average k sath bhi apni trading karty hain jis se traders market ko achi trha se smjh kar apni trading karty hain jis se un ko acha profit mil skta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-15T184406.833.png
Views:	4
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12589999

    How To Work On Double Exponential Moving Average:

    Dear forex member Double Exponential Moving Average per trading karne ke liye aapko time frame aur Market kay trend ki situation ko under consideration rakhte hue market mein trade open karni hoti hai aur friends Double Exxponential moving Averages ka use 2 time frames main kiya jata ha aik long periods ki moving averages hoti jis ki help se sirf market price kay trend ko maloom kiya jata ha kay market ka trend up ha ya down aur Doosri moving averages ko Double Exponential Moving Averages (DEMA) kay sath use kiya jata ha jis ka main maqsad sirf entry points identify karna hota hai double exponential moving average ki line ko price bars sa cross karnay ka wait karna parta ha, ya short term DEMA ko long term DEMA ki crossing par depend karna parta ha jis sa trend ma change zahir hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-15T184420.046.jpeg
Views:	1
Size:	75.6 کلوبائٹ
ID:	12590000

    Trading With Double Exponential Moving Average:

    Dear forex member double exponential moving average ko Samajh Kar trading karne ke bahut hi outstanding kism ke trading result Hasil Kiya Ja sakte hain ham market ky trend ko bhi pridict kar sakty hain aur market main daily baisis pay trade bhi kar sakty hain aksar trader is ko use kar ky scalping trading karty hain jiss say market main achi earning hoti hai aur log is main scalping ka ky apna account chand he dino main double kar laity hain Ham market Mein Jab trading kar rahi hote hain to yah Ham per depend karta hai ki Ham ismein Kitni moving average use karte hain Kai log trading ke liye double moving average use kar rahi hote hain usse trade karne mein Kafi Jyada aasani mil Jaati Hai Kyunki double moving average se different signal Milte Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-15T184302.272.png
Views:	5
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12590001

اب آن لائن

Working...
X