Explain to Supply And Demand Zone Detailed Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain to Supply And Demand Zone Detailed Information
    INTRODUCTION

    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai supply and demand zone kya hai Ham isko Kaise samajh kr trading Mein Apni earning ko increase kar sakte hain.

    Supply And Demand:

    Dear member Financial market mein kisi assets ki values ya price Hamesha se ek hi position per barkrar Nahin Rah sakti hai Jab Bhi uski demand increase hoti hai to uski value mein bhi increase ring Aati Hai value Mein increase hone se uski price bhi increase Hona start karti hai jo Hamen line graph upward Jata hua ya bullish candle bante Hue Dikhai deta hai lekin Iske Barat Se Jab Bhi Kisi atom ya acid ki demand value kam hoti hai to uske sath hi supply Mein izaafa Hona start hota hai jisse value Mein Kami Waqia Hona start Hoti Hai value Mein Kami ka matlab Hoga ke price kam Hogi financial market supply aur demand ke rules Ke mutabik Chalti Hai jismein Kabhi Ek increase Hota Hai To Kabhi dusra jisse price stable Nahin rahti aur aap down moment Karti rahti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	16
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12589916

    Supply Zone:

    Dear member financial market mein kisi assets ki price chart per ya vah zone Hota Hai Jahan per market mein table yani demand takrir Ban khatm ho chuki hoti hai aur Yahan per supply Apne auruj per pahunch chuki Hoti Hai supply Jon Hamesha chart pattern per upward side per hoga jo ki Aam Taur per resistance level se bhi Jana Jata Hai is level per assets ki Majeed Talab kam Ho Jaati Hai Aur jyadatar chances Hote Hain Ki Unki Jyada supply ki vajah se price yakdam Gir Jayegi.

    Demand Zone:

    Dear member financial market mein kisi bhi acid ka sabse kam price area Jahan per mostally Jyada demand Paida hone ka Hadsa hota hai jisse price increase hona hai ka Hadsa hota hai is position per supply bahut jyada ho chuki hoti hai aur Majid supply Mein Kami Vakya Hoti Hai yah John price chart per support level bhi kahlata hai Kyunki Aksar price is level Se Wapas Jyada demand ki vajah se uppar Jaati Hai.

    Difference Between Supply And Demand:

    Supply aur demand zone Mein Ek Bar ya difference hota hai Jin levels ko price bar touch karti hai niche girti Hai vah level supply zone hota hai jo resistance level bhi Kehlata Hai Jab Woh zone jisse price Bar Bar upper side per movement karne ki koshish Karti Hai Lekin Bar Bar touch karne per bhi down Nahin Jaati Hai Tujhe position demand zone hota hai Jisko support level bhi Kaha Jata Hai supply zone per Hamesha demand Mein Kami hua kya ho chuki Hoti Hai jabki demand Jon Mein Hamesha supply ki Kami Hoti Hai yah area price ke upar ya lower side per break out hone ke chances Hote Hain.

    Trading:

    Financial market Mein Ek assets ki price up down Hoti Hai jisse traders market Mein entry karna profit Hasil karne ki koshish karte hain traders Hamesha supply zone resistance level per Sel ki trade se entry Karte Hain Jab Ke demand zone ya support level per bike entry karte hain Agar price sirf ek main dudh supply aur demand zone Ke Darmiyan trades kar rahi ho to use condition Mein yah range trading Hogi lekin lajmi nahin hai ki price Hamesha 12 level Ke Darmiyan hi trades Karen Kyunki bar bar level bhi ho Jaate Hain John ya levels ke break out hone ke bad price new supply aur demand zone create karti hai aur financial market ka Silsila chalta rahata hai.

اب آن لائن

Working...
X