Concept of Base and Quote Currency...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of Base and Quote Currency...
    Basic of Base and Quote Currency

    Forex market key bary me agar ibtedai maloomat hasil ki jaye to es key ley traders ko es cheez ki information hasil karni chaye key base currency kon si hoti hay aur quote currency kon si hoti hay, Forex market me kesi single currency par trading karna allow hi nahi ki jati hay es ley pairs jab be banaye gaye hey to es me 1 currency ko base currency ka name dia gia hay aur aur 2nd currency ko quote currency kaha jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-14T173336.988.png
Views:	4
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12589776

    Understanding in Simple Words

    Simple words me ham ye samaj sakty hey key jo be first currency ho gi ye base currency ho gi jes ko ham buy kar sakty hey aur aur jo 2nd currency ho gi ye hamary ley quote aur selling currency ho gi, pairs me buying key sath selling currency ka hona be zarori hay tab hi ham market me pairs me trading kar sakty hen.

    Why currencies Pairs are formed dual

    Agar base aur quote currency k concept na hota to to hamary ley currency pairs me trading karna asaan na hota aur na hi hamy buying price ka asani se pata chalta aur na hi selling price ka ham agar market ko just watch kar len to hamary samny bahot si currency pairs ki price a jati hay base aur quote currencies ki waja se hi hamy buying price ka be asani se maloom ho jata hay aur sath me selling price ki be information mil jati hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-14T173259.902.png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12589777

    Different Pairs Base and Quote

    Forex ma dual currencies combine ho k aik pair bnati hain air different abbrevations sa show jo rhi hoti hain jiasay EUR/USD, is ma two currencies Euro aur US Dollar ka apas ma relation hota ha is ma EUR ko base currency kahtay hain aur USD ko quote kahain gay, forex market mostly USD par depend karti ha aur baki tamam currencies ma isi k hisab sa up and down moment hoti rehti ha, aur agr EUR/USD ma usd weak hota ha to price buy ma mtlb up jay gi aur agr usd strong ho ga to pair ki price sell ma mtlb down ho gi, is liay hmain currencies par trading karnay k liay in basic cheezon ka pata hona chye.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-14T173531.777.png
Views:	1
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12589778

    Different Rate and Different Margin

    Forex market me currencies ka rate aur value different hoti ha is liay in ka margin bhi different hota ha, mostly currencies k sath usd lagta ha iski main waja ye b ha k usd market par bht effect karta ha aur iski up ya down moment dusray pairs par kafi asar karti ha, is liay agr ap forex ma kmayabi chahtay hain to apko dollar ki moment sa sakh boojh honi chaiay, agr ap aik currency pair ki pehli currency ko buy kartay hain to iski dusri currency ko sell karna ho ga, hmain currencies k apas k relation ko samajhnay k liay apni learning ko behtar karnay ki koshish karni chaiay aur in k latest rates sa agah rahain ta k hmain forex ma in par trading kartay huay pareshani na ho.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-14T173540.157.png
Views:	2
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12589780
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X