Symmetrical Triangls Trading Strategy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Symmetrical Triangls Trading Strategy.
    Friends forex trading mein Symmetrical Triangle ko bahot important factor consider Kiya jata hai trading ko useful aur profitable banane ke liye aur friends agar in ki shape kay bary main baat ki jaaye to symmetrical triangle mein do ek hi tarah ki equal slops banti Hain aur yah do linon pr mushtamil hoti hea aur is mein result sideways triangle ki Surat mein hota hai jismein triangle ki best left side per hoti hai aur point right side per create hota hai.



    Symmetrical Triangle.
    Friends Symmetrical Triangls trading mein bahut hi important roll play Karti Hain abhi Ham Inki technically involvement ki baat karenge trading mein uptrend aur downtrend dono ma appear hota ha, in ko higher lowa ya lower high ma characterised kia jata ha, ye traders ko short aur long trade ki achi oppertunity faraham karta hai jo is baat par depend hota ha k prices kis side par breakout ho rahi hain, symmetric triangles ko hum indecision wala area bhi keh saktay hain.Friends symmetric triangle ki shape banti hai. Trading ma symmetrical triangle aksar market ma trend reversal
    ko bhi show karti hain.

    Types of Symmetrical Triangls.



    Ascending Triangls / Descending Triangle.

    Friends Symmetrical Triangls market main banny wala triangle ka break out kis side par hoga qyn kay jo log break out par trade lety hain un ko en patterns ka braek out krna hota hai jis k bad hum apni trade kar skty hain or os main profit lay skty hain triangle hoty hain wo bullish and bearish trend ko follow karty hain jis k bad hum triangle ko asani se dekh skty hain or os main apni tarde lay skty hain.

اب آن لائن

Working...
X