Trading ke utaar aur chadhao ko samajhne ke liye knowledge aur tender ke pass tajurba hona bahut hi important factor hai is kay baghair trading karna aise hi hai laise aap apne account ko wash karne mein bahut hi dilchaspi rakhte hain,kheir jo bhi ,ho. Profitable trading karne ke liye market ki up and down movement ko bahut hi acchi tarah at samajhne ki zarurat hoti hai aur is ke bagair trading karna impossible hai aur jis points per market reversal lkhtyar karti hai us ko pivot point kaha
jata hai aur in pivot points ko understand kar kay us ke mutabik trade open karna bahut hi expert tender ki nishani hoti hea aur dear traders jab bhi trading chart per aik running and continue trend trading market me chahay woh up ward side pe ho ya downward side pe aik khas position ko touch karne k bad reverse ho jata hai aur us k bad trend reversal ho jata hai forex trading ka pivot point hota hai. Is point pe market ki prices pohunch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti hai.
What is Pivot Point ?
Private point ko find out karne ke liye mahir trader support / Raresistance aur break out trading strategy ko bahut hi acchi tarah say analyse karte hain aur us ko samajhte hue trading karte hain aur pivot point hasil karte hain pivot point aik aisa point hota hai jahan per aik extreme up trend ya extreme down trend pivot ho jata hai matlab ke uska tukh badal jata hai aur market aik reversal ya ultey trend mein chali jaati hai is point ko pivot point kaha jata hai aur pivot point ko market mein current aur next session ke liye bhi use kiya ja sakta hai market mein traders is pivot point ko control karne ke liye market mein support or resistance level ka use karty hean friends pivot points ko obsrve karny kay liye support and resistance ko bho lgataar obseve karna hota hea kyn kay support and resistance daily bases per change hote rehte hain is liye aur agar trader market mein karni hai to hamen market mein mashhur tamam important tools aur tamam indicators ko ko closely samajhne ki koshish karni chahye.
Trading at Pivot Points.
Dear traders agar aap pivot point per acchi trading karna chahte hain to sab say important aur particularly is tarah samjhen kay aap trading nahin kar sakte agar aap support and resistance ko read out nahin kar sakte to aur acchi entry point bhi hasil naming per sakty jab trader in do factors ko bahut acchi tarah samajh sakte hain aur us ke according trade ko open and close kar sakte hain kyn kay pivot points in 2 factors per create hote hain aur pivot points kay mutabik market bullish to baarish ja rhe hai ya phir barish to bullish jabrhe hai to pivot points bhi ooper say neechy movement ker kay wapas aainy gay ya neeche jakr wapas es point pe oper aigy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим