Grid Trading Overview & Importence.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Grid Trading Overview & Importence.
    Introduction Of Grid Trading ;-

    Member abi aik or topic per ham baat kren gay jo keh boht helpfull ho sakta hay jis say aap trading ko acha bana saktay hain to is topic pay focus kerna zarori hay chaltay hain apnay topic ki taraf market sab say zeyada complex hay or agar ap ko expernce nahi hay to zeyada loss kar saktay hain or is loss say mehfooz rehnay k liye aap ko chahiye k ap best knowalge hasil karen or market ka analysis kasey kiya jata hay agar aap market ka analysis karna samjh jaty hain to phira ap achy say trading kar saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	1
Size:	48.5 کلوبائٹ
ID:	12589157

    Or acha profit bhi hasil kar saktay hain lekin is k liye ap ko maximum hardworking ke zarorat hote hay or sab say bare bat yeh k k aap trading karein ya na karein aap ko market k sath attach rahna hota hay taa k aap market main hony wali changing ka or gold ki chang hony wali condication ka pata ho aap ko data or news ko bhe hasil kartay rehna chahiye kyun k in ka market per boht effect prata hay or experance hasil karney kay liye ap demo account per bhe kaam kar kay hasil kar sakty hain aj ki post may main ap k sath Grid trading k baray main apna knowalge share karna chahta hun k yeg grid trading kya hay or is say kasy profit gain kar saktay hain.

    Forex market & Grid Trading ;-

    Jab trading karty hain to differnt startagy use karty hain in main say kuch trader break out or break down trading startagy use karty hain yahan per hum risk management ko boht he kamm karnay k liye grid trading startagy ko use karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	1
Size:	40.4 کلوبائٹ
ID:	12589158

    Agar market kisi bhi direction main movement karti hay or hum ko profit bhe hasil ho jaey to hum break out ya break down ka wait nahi karna perta market kisi bhe direction main big momvement karti hay to hamari trade open hoti hay or hum profit bhi gain kertay hain.

    Apply Grid trading in Forex Market ;-

    Forex trading chart per agar dekha ho ga k market Apne support or resistance level ke Darmiyaan hi movement Ko continue hai Jab market support or resistance Ke bitween movement kar rahi Hoti Hai To Kisi bhi time kisi Bhi direction mein support resistance ko break kar sakti hai to is time per Hmari trade open ho jaaye is ke liye Ham support break out per yah phir sell stop Jab Ke resistance break out per buy stop set kar Dete Hain.

    Best for find Trends ;-

    Phir Ham profit k same order main target bhi set kar dete Hain Kyun k Jab market break out karti hai To big moment karti hai To aise condition Mein Hamare profit ka target hit ho jata hai or Woh trader Jis ne is Stretegy k mutabik trade Laga li hoti hai woh acha profit Hasil kar leta hai or Hamen trade ko open ya close Bhi Nahin karna perta han hi support or resistance trade karna boht easy hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	1
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12589159

    Or aik trader market mein zeyada trade Nahin karte Lekin in Jab unke analysis or data or news ki information Hasil hoti hai to woh is mokay ki Talash Mein Rahte Hain or moka Milte Hi woh apni trade open Karte Hain or acha profit Hasil Karte Hain is liye support or resistance Breakout per aap ko bhi aisi koshish Karni chahiye ke yahan beat trade open ho jaey.

اب آن لائن

avatar Ayn
avatar nimu
avatar muz5
avatar Hassi
Working...
X