Difference Between Margin and Margin Call?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference Between Margin and Margin Call?
    Assalamu Alaikum dear forex friend ummid Karti hun ki aap sab theek honge dear jab Ham for studying market Mein apni entry Lete Hain To usse pahle hamen Apne account ko check karna hota hai ki hamare account Mein Kitna balance ya deposit maujud Hai jiski base per Ham apni next planning karte hain aur uske according hi Apne agale decision bhi set karte Hain. Kyunki Forex trading Mein kam karne ke liye aapko bahut jyada planning ki jarurat Hoti Hai Kyunki yah Ek aisa business hota hai jismein agar aap without planning working karte Hain To aap loss ka samna kar sakte hain isiliye har chij ko samne rakhna aapke liye bahut jaruri Hota Hai.

    What is Margin?

    Dear forex friends Forex trading market Mein margin Hamare deposit ki limits hoti Hai jis ko Ham forex trading Mein Ham Kisi currency pair ya commodities ko buy ya Sel karne ke liye istemal karte hain margin ko percentage Mein Hi account Kiya Jata Hai margin ka bhi hisab Kitab average sy hota hai lekin yah percentage Mein count Kiya Jata Hai Ek trader ko lajmi Apne account Mein Kuchh percentage Tak deposite karna hota hai yah percentage deposit changing free Nahin Hai Lekin yah traders ki investment hai Ham Apne account se trade ko open Karte Hain To yah percentage kam Ho Jaati Hai Aur yah Koi charge Nahin Hai Bus yah Ek Khas ratio hoti hai Hamare account ki ek types limit hoti hain Ham Jab Bhi Forex trading mein kisi brokers ke sath deposit karte hain to hamare margin use time Apne Jama karta or deposit ke hisab se kam Hota Hai lekin Jab brokers Hamen leverage deta hai to hamare account ka margin increase ho jata hai aur ham fir se jyada stock ko purchase ya Sell kar sakte hain. ISI Tarah high leverage account mein hamare pass yah facility hoti hai ki Ham kam deposit ke sath jyada chij ko purchase ya sel kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	forex-margin.jpg
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12589114

    Margin Call In Forex Trading:

    Dear forex friends forex trading market mein jab aap kaam karte hain to Agar aap ik broker ke sath $1000 ka account open karty hain 33 or wasaur brokers ko isko 1% ke hisab se hundred thousand dollar Tak Uske account ki limit ko increase karta hai aur trading start karne ke bad agar aap ya invester ke account ko loss Ho Jata Hai Jiski vajah se uska account thousand dollar loss Mein Chala Jata Hai to use brokers Apne client in Vegeta trader ko warning Jari karte hain Kijiye To vah Apne account mein Majid deposite Karen ki Uske account Sare se nikal Jaaye aur ya vah Kuchh stock ko majedar market pay Sel kar de Taki uska account safe Rahe lekin agar vah aisa nahin karta hai to usko margin kal Di jaati hai aur brokers Khud Hi Uske account se Kuchh trades ko Sel kar dete hain aur Agar loss bahut hi jyada ho to usse broker Apne margin nikal Dete Hain Kyunki uska account Vas hone per Masjid trading ka add Nahin Hota Tujhe account ka margin kal hota hai jismein traders ka account bahut hi jyada Low level per chala jata hai.

    Click image for larger version

Name:	margin-call-level-100-and-stop-out-level-50-diagram.png
Views:	3
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12589115

    Conclusion:

    Dear Forex friends trading market Mein Jab aap on karte hain to aapko apna Kam bahut acche tarike se soch samajhkar karna Hota Hai Forex trading account Mein Jab aap deposit karte hain to use surat mein aapko lard size ki selection Apne account deposit ya balance ke mutabik Karni Hoti Hai is sirat Mein hi aap apne account ki safety ko maintain rakhti Hai margin aur margin kal aapko aapane account ki safety ko maintain rakhne mein bahut jyada madad deti Hai yah aapko alert karte Hain ki aapane time per Apne decision change Karne hain aur Market mein achcha profit hasil karna hai.

اب آن لائن

Working...
X