Inverse saucer aik technical pattern hota hay jo traders ko yeh information daita hay kay market main price apni high value ko touch kar chuki hay aur yeh technical indicator trader ko guide karta hay aur yeh indication daita hay kay up trend ka end honay wala hay, inverse saucer pattern ko rounded top pattern kay name say bhi jana jata hay, yeh pattern current trend kay losing momentum ka bhi batata hay, prices slowly move up hoti hain aur gradually decline ho jati hain, pattern market kay top par appear hota hay aur gradual trend reversal ko indicate karta hay jis say price chart par aik inverted saucer plate ban jati hay,
Appearence of inverse saucer pattern:
![Click image for larger version
Name: Screenshot_20221108-201921_Firefox.jpg
Views: 2
Size: 127.6 کلوبائٹ
ID: 12589080](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12589080&d=1667920780)
Inverse saucer pattern bullish say bearish trend main shifting ko zahir karta hay ya phir positive sentiments ka negative main transfer honay ka batatay hain, yeh gradual laikin steady shifting aik kisam ka round top bana daita hay, yeh pattern us waqt occur karta hay jab market main up trend steady ya phir flat ho jay, yeh us time show hota hay jab ik tarha sy market sideway movement ma enter ho jati hay, phir market slowly fall karna start hoti hay aur end par yeh down trend main move karna start kar daiti hay, previous trend ka high volume decrease ho jata hay, yeh volume dobara newly established down trend main increase hona start kar daita hay, pattern main pairs ki prices low move karti hain aur us kay baad upward trend main high ki taraf increase hoti rehti hain
Shifting of bullish sentiments in bearish sentiments in this pattern:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20211211_0941582.jpg
Views: 2
Size: 20.8 کلوبائٹ
ID: 12589081](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12589081&d=1639197834)
Inverse saucer pattern ma market bullish sentiment say bearish sentiment main shift hoti hay ya phir ham yeh bhi keh saktay hain kay inverse saucer tab occur karta hay jab market main trader ka attitude positive say negative ki taraf shift ho jata hay, yeh pattern rarely appear hota hay aur koi clear price target provide nhi karta balkay yeh show karta hay kay stock ya pair steep price drop ho ga, inverse saucer pattern main preceeding uptrend ki retracement act kar rahi hoti hay, Pehlay market ki price apni height ko hit karti hay aur phir yeh expectation hoti hay kay yeh fall kar jaen gi, agr shorter time frame ki bat karain to yeh pattern market main serious break down ko depict kar sakta hay, inverse saucer kay sath temporary handle bhi form ho sakta hai jo market price ki partial recovery ko show karta hay,
Information regarding trade entry by inverse saucer pattern:
![Click image for larger version
Name: Screenshot_20221108-201843_Firefox.jpg
Views: 2
Size: 166.3 کلوبائٹ
ID: 12589082](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12589082&d=1667920820)
yeh pattern rounded top bhi kehlata hay aur long consolidation period ko represent karta hay jo bullish say bearish bias main transfer hota hay, volume usually inverse price patterns ko follow karta hay jab prices up jati hain to volume decrease kar raha hota hay aur jab top par pohnch kar price pattern downtrend main ata hay to volume increase hota hay, general baat ki jay to inverse saucer aik bearish indicator hay jo trader is ko follow kartay hain woh apni long position ko protect kar laitay hain jab yeh patter occur karta hay, yeh pattern us waqt tak confirm nhi hota jab tak downside ki taraf resistance level say below breakout nhi hoti, ye pattern hamain market ki sideways moment ki bhi indication daita hay